Topi ya Pagadi pehanna kya Musalman ke liye jaruri hai?
*Topi ya Pagdi (पगड़ी) pahanna Farz , Sunnat ya Mustahab (optional) hai*?
----------------------------------------------
*"Topi" Lafz Arabic zaban me nhi hai*❌
---------------------------------------------
👉 *Kyuki Arabic zaban me "ट" ٹ "प "پ" Nhi hota hai.*
( *Quran* me apko ट" ٹ "प "پ" nhi milega)
*Pagdi (पगड़ी) bandh kar Rasoolullah ﷺ Namaz pdhte the Aise koi Sahi Rawayat Kisi bhi hadees se Sabit nhi hai.* ❌
-------------------------------------------------------
👉 Esse hme ye pta chalta hai ki *Rasoolullah ﷺ ke zamane me Topi nhi thi,* kyuki Agar hoti to usse Mutalliq koi alfaz to milta, or ham Muslims wahi alfaz se pukarte bhi Topi ko, matlab ye hua ki *ye lafz "Topi" Saudia ki ejad nhi hai,* or na hi ye Rasoolullah ﷺ or Sahaba (رضی اللہ عنہا) sa sabit h.
👉 *Ulmae karam ne Topi ke Pahanne ko mustahab (optional) kaha hai*
Matlab ye na to Farz hai or na hi Sunnat*
(Majmoo’ Fataawa al-Shaykh Ibn Baaz, 10/405, 406.)
( *हर बात दलील के साथ*)
*By Beneficial iilmTeam
No comments:
Post a Comment