find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Mehman Nawaji karna Kitna Ahem hai Musalman ke liye.

Mehman ko kitne Dino tak Mezban ke yaha Rahna Chahiye?
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ

حَدَّثَنَا سُوَيْدٌ، أَخْبَرَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُبَارَكِ، عَنْ مَعْمَرٍ، عَنِ الزُّهْرِيِّ، عَنْ أَبِي سَلَمَةَ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ:‏‏‏‏    مَنْ كَانَ يُؤْمِنُ بِاللَّهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ فَلْيُكْرِمْ ضَيْفَهُ، ‏‏‏‏‏‏وَمَنْ كَانَ يُؤْمِنُ بِاللَّهِ وَالْيَوْمِ الْآخِرِ فَلْيَقُلْ خَيْرًا أَوْ لِيَصْمُتْ.

नबी करीम ﷺ ने फरमाया: जो शख़्स अल्लाह और यौम आख़िरत पर ईमान रखता हो तो उसे चाहीए की वो अपने मेहमान की इज़्ज़त करे, और जो अल्लाह और यौम आख़िरत पर ईमान रखता हो तो उसे चाहीए की वो अच्छी भली बात बोले या फिर ख़ामोश रहे।

Nabi kareem ﷺ ne farmaya: ”jo shakhs Allah aur yaum akhirat par imaan rakhta ho to usay chahiye ke woh apne mehmaan ki izzat kare, aur jo Allah aur yaum akhirat par imaan rakhta ho to usay chahiye ke woh achhi bhali baat kahe ya khamosh rahe“.

نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فر مایا: ”جو شخص اللہ اور یوم آخرت پر ایمان رکھتا ہو تو اسے چاہیئے کہ وہ اپنے مہمان کی عزت کرے، اور جو اللہ اور یوم آخرت پر ایمان رکھتا ہو تو اسے چاہیئے کہ وہ بھلی بات کہے یا خاموش رہے ۔“

Allah's Apostle ﷺ said: “Whoever believes in Allah and the Last Day, then let him honor his guest. And whoever believes in Allah and the Last Day, then let him say what is good or remain silent .”

📜 wazahat:* maloom hua ke bolne se pehle bolne wala khoob soch samajh le tab bole, yaa fir khamosh hi rahe to behtar hai, kahi aisa naa ho ke bhali baat bhi ulta nuqsaan deh ho jaye.
Mehmaan ke aane par uska achhe akhlaaq wa andaaz ke saath istaqbaal karna, use khush aamdeed kehna (salaam karna) aur uski khatir-dari mein kisi tarah ki kami naa hone dena, Mehmaan ka jayeza (khusoosi aezaz wa Ikram) ek din ek raat hai, aur mehmaani 3 din 3 raat hai aur mehmaan ke liye yeh baat jaaiz nahi ke woh itna taweel qiyam kare ke jis se maizban mushaqqat mein parh jaye. [📗Muslim: 639].

📚 Jamiat Tirmidhi: jild 4, kitab sifat Al-qiyamah wa ar-riqaq wa al-wara 37, hadith no. 2500
Grade sahih

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS