find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Pasandeeda Samaan aur Pasandeeda kam Dekh kar Padhi jane wali Dua.


   🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂

        *السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ* 
     
       ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆ 

✦ Pasandeeda cheez ya pasandeeda kaam dekh kar padhne ki dua
-----------------
✦ Aisha Radi Allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam jab koi pasandeeda cheez ya pasandeeda kaam dekhte to farmate

*اَلْحَمْدُ لِلهِ الَّذِي بِنِعْمَتِهِ تَتِمُّ الصَّالِحَاتُ*
✦ Al-hamdu Lillahil-lazi Bi Nimatihi tatimmus-salihat
Tamam taarifein Allah subhanahu ke liye hain jiski naimat se achche kaam pure hote hain

Al-Silsila As Sahiha, 2887-Sahih
Al-Mustadrak Ala Sahihain,1773-Sahih(Imam Al-Hakim)
Al Baihiqi 4060-Hasan

Al Quran : Agar tum sadqa (khairaat) zahir kar ke do to bhi achchi baat hai aur agar usko chupa kar do aur faqeeroon ko pahucha do to tumahre haq mein wo behtar hai aur ALLAH tumahre kuch gunah dur kar dega aur ALLAH tumahre kamon ko khoob khabar rakhne wala hai

Al Quran , Surah Baqara (2) , Verse 271

     ☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS