✨اَلسَّلَامُ عَلَیّکُمٌ وَرَحٔمَتُہ اللهِ وَبَرَکَاتَه ✨
P͓̽a͓̽n͓̽i͓̽ s͓̽e͓̽ t͓̽a͓̽h͓̽a͓̽a͓̽r͓̽a͓̽t͓̽ ‼
✨ ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ✨
S͓̽a͓̽w͓̽a͓̽a͓̽l͓̽ :- agar ghusl e janabat ke waqt sabun wagerah na ho to kya sirf Paani se hi paak hua ja Sakta hai? ya sabun (soup) wagerah zaroori hai ❓
Al jawab :- paak aur saaf Pani me Allah ne wo wasaf Rakha hai ke wo khud paak hai aur paak karta bhi hai,
Irshad e Bari tal'a hai :- وَيُنَزِّلُ عَلَيْكُمْ مِنَ السَّمَاءِ مَاءً لِيُطَهِّرَكُمْ بِهِ
Tarjuma :- is ne tumhare liye asman se Pani utaara hai taki iske saath tumhe paak kar de ✨
Surah anfal ayat no 11
Is ayat e kareema se ye maloom hua ke Pani me paak karne ki salaahiyat Allah ne Rakhi hai, lihaaza janaabat ki paleedi door karne ke liye Pani kaafi hai ✨
Is ayat e kareema se ye maloom hua ke Pani me paak karne ki salaahiyat Allah ne Rakhi hai, lihaaza janaabat ki paleedi door karne ke liye Pani kaafi hai ✨
Sabun (soup) shampoo wagerah sab tahaarat ke bais hai ‼
Nabi e Kareem ﷺ se aur sahaaba e kiraam rizwanlullahi alaihim ajmaeen se ghusl e janabat ke liye Pani ka hi tazkira milta hai✨
Aur is par kitaabe o sunnat ijma e ummat dalaalat Karti hai ke Pani bazat e khud paak hai aur paak karne ki salaahiyat rakhta hai ✨
Wallahu Alam.........
Allah se dua hai ke wo hame kehne sunne se zyaada amal ki taufeek ata farmaye ameen
No comments:
Post a Comment