find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Gaus-E-Aazam,Gareeb Nawaj,Mushkil Kusha,Hajit Rwa aur Mabood Ek hi Hai.

Zameen par chalne phirne wale jitne jaandaar hain sab ki roziyan Allah Ta"ala par hain

Wohi un ke Rehne sehne ki jagah ko janta hai aur un ke sonpe jane ki jagah ko bhi sab kuch wazeh kitab me mojood hai
اور زمین پر چلنے والا کوئی (ف۱۱) ایسا نہیں جس کا رزق اللہ کے ذمہٴ کرم پر نہ ہو (ف۱۲) اور جانتا ہے کہ کہاں ٹھہرے گا (ف۱۳) اور کہاں سپرد ہوگا (ف۱٤) سب کچھ ایک صاف بیان کرنے والی کتاب (ف۱۵) میں ہے،
Al Quran, Surah Hood 11, Aayat 6,
Logo! Tum par jo inam Allah Ta"ala ne kiye hain unhen yaad karo
Kya Allah ke siwa aur koi bhi khaliq hai jo tumhen aasman aur zameen se rozi pahonchaye?
Us ke siwa koi mabood nahi. Pus tum kahan ulte jate ho?
 *اے لوگو! اپنے اوپر اللہ کا احسان یاد کرو (ف۵) کیا اللہ کے سوا اور بھی کوئی خالق ہے کہ آسمان اور زمین سے تمہیں روزی دے ، اس کے سوا کوئی معبود نہیں، تو تم کہاں اوندھے جاتے ہو
Al Quran Surah Faatir 35, Aayat 3,,
 *Agar Allah Ta"ala tumhari madad kare to tum par koi ghalib nahi aa sakta
 *Aur agar woh tumhen chohd de to us ke baad kaun hai jo tumhari madad kare ?
 *Emal walon ko Allah Ta"ala par hi bharosa rakhna chahiye
 *اگر اللہ تمہاری مدد کرے تو کوئی تم پر غالب نہیں آسکتا (ف۳۰٦) اور اگر وہ تمہیں چھوڑ دے تو ایسا کون ہے جو پھر تمہاری مدد کرے اور مسلمانوں کو اللہ ہی پر بھروسہ چاہئے،
Al Quran Surah Al imran 3. Aayat 160,*
Aye logo! Tum Allah ke mohtaj ho aur Allah be niyaz khoobiyon wala hai
 *اے لوگو! تم سب اللہ کے محتاج (ف٤۸) اور اللہ ہی بےنیاز ہے سب خوبیوں سراہا،
Al Quran Surah Faatir 35, Aayat 15,
________________________
   *Syed Naushad
_______________________
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS