ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*
NamaZ TahiyaT -uL - MasjiD *
•──────────•
NamaZ TahiyaT -uL - MasjiD *
•──────────•
*⚘HaDees ⌬ ➤* Huzur Sallallaho alaihe wasallam ne farmaya ki Jo shakhs masjid me daakhil ho to baithne se pahle do rik’at namaz padh le
* Sahi Bukhari,Hadis No.444 *
*⚘Mas'ala ⌬ ➤* Agar koi shakhs aise waqt masjid me daakhil hua jis waqt me nafli namaz padhna makroh hai jaise Asar ke baad to us ke liye hukm hai ki woh Tahiyatul Masjid ki namaz nahi padhe Balki tasbeeh aur darood sharif wagairah padh le to masjid ka haq ada ho jaaega
*⚘Mas'ala ⌬ ➤* Har din ek baar Tahiyatul Masjid ki namaz padh lena kaafi hai har baar zarurat nahi..✍
* Bahar-e-Shari’at,Hissa 4,Page No.474.475 *
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
JazakAllah Khaira Kaseera
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
No comments:
Post a Comment