Shadi Se pahle "Haldi ya Maja" ki Rasam karna Sunnat se sabit nahi.❌
---------------------------------------
( Agar koi "khoobsoorti" ke liye lagaye to waise laga sakte hain, Lekin Rasam ke sath nahi, jisme Mahram or Gair-Mahram dono Hote hain or 1 Party ki trah se kiya jata hai)
------------------------------------------
Gair Mahram (Ladka/Ladki) ko choona (Touch karna ) Haram hai.❌
--------------------------------------------------
Rasoolallah ﷺ ne farmaya:-
👉 *Tumhare liye kisi Gair maharam ko chhoone (Touch) karne se behtar hai ki tum Apne Sar (head) me lohe (iron) ki keel (needle) thok loo.*
📚Al-Tabaraani in al-Kabeer, 486. Shaykh al-Albaani said in Saheeh al-Jaami’, 5045.(islamqa)
👉Hme *usi Tareeqe se jeena Chahiye jo Tareeqa Rasoolullah ﷺ ka tha, Gair Qaumo ka Tareeqa nahi Apnana Chahiye, Tabhi ham is duniya aur Akhirat me Kamyab honge.
👉Allah ke Rasool ﷺ ne Farmaya
jisne kisi qaum ki mushabehat ki wo unahi me se hai.
📚[Abu Dawood:4031]
( *हर बात दलील के साथ*)
No comments:
Post a Comment