Lukman Alaihe Salam ki Pahli Nasihat.
Bismillahir rahmanir raheem*
_______________________🌙
*HAZRAT LUQMAN ALAIHI SALAM KI PHLI NASHIHAT*
_____________🌙
*AL-QUR'AN*
*¹²"Aur jab ke luqmaan ne waaz kehte hoye apne ladke se farmaya ke _mere pyaare bacche Allah ke saath shareek na karna, beshak shirk bada bhaari zulm hai."_*
*(AL-QUR'AN SURAH LUQMAN 31 : AYAH 13)*
___________🌙
_KYUKE SHIRK EK AISA GUNNAH JISKO ALLAH TA'ALA KABHI MAAF NA KAREGA_
*AL-QUR'AN*
*¹¹⁶"Use Allah ta'ala qatan na baqshega ke us ke saath shareek muqarrar kiya jaaye, haan shirk ke alaawa gunaah jis ke chaahe maaf farma deta hai aur Allah ke saath shareek karne waala bahuth door ki gumraahi mein ja pada."*
*(AL-QUR'AN - SURAH AN-NISSA 4 : AYAH 116)*
________________________🌙
No comments:
Post a Comment