🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ 🍂🍃
*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
🍀 *RAMADAN MEIN OMRAH.....* 🍀
🌴 *Arabic* 🌴
ابْنُ عَبَّاسٍ فَنَسِيتُ اسْمَهَا: ""مَا مَنَعَكِ أَنْ تَحُجِّينَ مَعَنَا؟، قَالَتْ: كَانَ لَنَا نَاضِحٌ فَرَكِبَهُ أَبُو فُلَانٍ وَابْنُهُ لِزَوْجِهَا وَابْنِهَا، وَتَرَكَ نَاضِحًا نَنْضَحُ عَلَيْهِ، قَالَ: فَإِذَا كَانَ رَمَضَانُ اعْتَمِرِي فِيهِ، فَإِنَّ عُمْرَةً فِي رَمَضَانَ حَجَّةٌ أَوْ نَحْوًا مِمَّا قَالَ"".
🌴 *Roman Urdu* 🌴
Ibn `Abbas radiyallahu anhu farmate hai ke Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam ne ek ansari aurat se poocha ke tum hamare sa Hajj kyu nahi karti? Woh kahne lagi humare pass ek oont tha, Jis par mere khawind ( husbend ) aur uss ka beta sawar hokar Hajj ke liye chal diye aur ek oont unhone chhora hai, Jis se paani laya jaata hai. Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya " Jab Ramadan aaye to Omrah kar lena kyu ki Ramadan ka Omrah ek Hajj ke barabar hota hai ya isi jaisi koi baat Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmayi.
🌴 *Urdu* 🌴
حضرت عبداللہ بن عباس رضی اللہ عنہما فرماتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے ایک انصاری خاتون ( ام سنان رضی اللہ عنہا ) سے ( ابن عباس رضی اللہ عنہما نے ان کا نام بتایا تھا لیکن مجھے یاد نہ رہا ) پوچھا کہ تو ہمارے ساتھ حج کیوں نہیں کرتی؟ وہ کہنے لگی کہ ہمارے پاس ایک اونٹ تھا، جس پر ابوفلاں ( یعنی اس کا خاوند ) اور اس کا بیٹا سوار ہو کر حج کے لیے چل دیئے اور ایک اونٹ انہوں نے چھوڑا ہے، جس سے پانی لایا جاتا ہے۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کے اچھا جب رمضان آئے تو عمرہ کر لینا کیونکہ رمضان کا عمرہ ایک حج کے برابر ہوتا ہے یا اسی جیسی کوئی بات آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمائی۔
🌴 *English* 🌴
Narrated Ata: I heard Ibn `Abbas saying, Allah's Apostle asked an Ansari woman (Ibn `Abbas named her but `Ata' forgot her name), 'What prevented you from performing Hajj with us?' She replied, 'We have a camel and the father of so-and-so and his son (i.e. her husband and her son) rode it and left one camel for us to use for irrigation.' He said (to her), 'Perform `Umra when Ramadan comes, for `Umra in Ramadan is equal to Hajj (in reward),' or said something similar.
💐 *Sahih Bukhari* 💐
💐 *Hadith # 1782* 💐
✦ *Al Quran : Allah ne ek baar bail (gaay) ke tukde se Musa Alaihi salam ki qaum ke ek qatl kiye huye shakhs ko zinda kar diya tha*
🌹 *Quran with Urdu Translation*
💐 *Surah Al-Baqara*
🌿 *Aayat 72-79*
------------
✦ Al Quran : Aur Jo meri Yaad se munh modega to uski Zindagi tang ho jayegi aur Qayamat ke din ham ussay andha Kar ke uthaynge Wo kahega Eh mere RABB tune mujhe andha Kar ke kyu Uthaya Hain Duniya Mai mein khoob dekhne wala tha Allah Subhanahu farmyega Jaise hamari aayat tumare paas aayee to tune innhein bhulaya iss tarha aaj tu bhi bhulaya jaega
Surah Taha (20), aayat 124-126
------------
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
*🌴Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo🌴*
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
🌹JazakAllah Khaira Kaseera🌹
☆▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
☪ Share karey 👏… Sawab ka Haqdaar baney… In Shaa Allah Ta’ala*...
No comments:
Post a Comment