find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Koi Happy Christmas kahe to Hme kya Kahna Chahiye?

*Koi Agar, "Happy Christmas" Kah de to kya kahe Jawab me?*
-----------------------------------------------
👉 Agar *koi Gair Muslim Happy "Christmas" kah de, to aap uske Jawab me*.👇
👉 *To you* :- (तुम्हारे लिए) kah sakte hain.
lekin agar "Same to you" kahte hain to matlab ye hota hai ki aap Usko "Happy Christmas" kah rahe hain, Matlab Aap bhi usse khush (Happy) hain (indirectly aap sath hain)

CHRISTMAS pr "Wish" krna Allah ko gaali dena hai (indirectly).
---------------------------------------------
👉 kyuki unka manna hai ki es din Allah ne beta जना (born) Nauzubillah.
📚 (Sahibukhari: 4974)

👉 *Unke Festival pe aap unse haal pooch Sakte hain, Kaisa raha Festival wagaiara, Lekin Mubarakbad nahi de Sakte hain.

👉Allah ke Rasool ﷺ ne Farmaya
jisne kisi qaum ki mushabehat ki wo unhi me se hai.
📚[Abu Dawood:4031]
( *हर बात दलील के साथ*)

Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS