*🍂🌿🍂🌿 ﷽ 🌿🍂🌿🍂*
Bichhu ke Katne pe Padhi Jane wali Dua.
*Abu saliha ne kaha : Maine qabile aslam ke ek shaksh se suna : usne kaha ke mai Rasulullah (ﷺ) ke paas baithe howe tha itne me aap ke sahaba me se ek shaksh aaye aur kehne lage : Allah ke Rasool! Aaj raat muhje kisi cheez ne kaat liya to raat bhar nahi soya yaha tak ke subah hogai, Aap (ﷺ) ne farmaya : kis cheez ne (kata)? Unohne kaha : biccho ne,aap (ﷺ) ne farmaya : suno agar tum shaam ko ye dua padhlete :*
*أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّاتِ مِنْ شَرِّ مَا خَلَقَ*
*Mai Allah ke kamil kalimaat ki panaah chata hon uski tamaam makhloqaat ki burai se to in sha Allah (Allah chahe to) wo tum ko nuqsaan na ponhchata -*
English
*Narrated AbuSalih Zakwan as-Samman:*
*A man from Aslam tribe said: I was sitting with the Messenger of Allah (ﷺ). A man from among his Companions came and said: Messenger of Allah! I have been stung last night, and I could not sleep till morning. He asked: What was that? He replied: A scorpion.*
*He said: Oh, had you said in the evening:*
*أَعُوذُ بِكَلِمَاتِ اللَّهِ التَّامَّاتِ مِنْ شَرِّ مَا خَلَقَ*
*"I take refuge in the perfect words of Allah from the evil of what He created," nothing would have harmed you, Allah willing.*
Grade: Sahih (Al-Albani)
[ Sunan Abi Dawud : 3898 ]
---------------------------
No comments:
Post a Comment