Musalman ko Muharram me kin kin Dino Roze Rakhne Chahiye?
BismillahirRahmanNirRaheem10 Muharram ko Taziyadari karna haram hai: Ahemad raza khan
___________________
Yahoodiyo (Jews) [ jo ki sirf 10 Muharram ko roza rakhte hain ] se Ikhtelaaf karne ke liye Rasool Allah (ﷺ) ne 9 Muharram ka bhi roza rakhne ka hukm dia hai.
♦ *Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
*"Jab agla saal aayega to In sha Allāh hum 9 tareekh ka roza rakhenge."*
*Muslim 1134*
♦ *"Agar mai agle saal zinda raha to muharram ke nawi tareek ko bhi roza rakhunga."Ibn Majah 1736 | Sahih
NOTE: SO EK MUSALMAN KO DO DIN ROZA RAKHNE HAI. EK 9 OR EK 10 MUHARRAM KO. In sha Allāh
No comments:
Post a Comment