Masjid-E-Nabwi Me Ek Mahine Ke Eitkaf Se Zyada Mehboob Musalman Ki Madad Karna hai
Hazrat Abdullah bin Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ke Aap _*Ʀαşσσʟαʟʟαн (ﷺ)*_ ne farmaya
agar mai kisi musalman bhai ke Sath uski zarurat puri karne ke liye chalu to ye mujhe iss Masjid ( Masjid-e-Nabwi) me ek mahina Eitkaf me baithne se zyada Mehboob hai.
Al-Slisila-As-Sahiha:209

Aap) _*Ʀαşσσʟαʟʟαн (ﷺ)*_ ne farmaya Jo shaksh apne bhai ki jarurat puri kare _*Aℓℓαн Suβнα'ηαнu Wa Tα'αLα*_ uski jarurat puri karega.
Jo shaksh kisi musalman ki ek museebat ko dur kare _*Aℓℓαн Suβнα'ηαнu Wa Tα'αLα*_uski Qayamat ki museebato me se ek badi museebat ko door farmayega aur jo shaksh kisi musalman ke Aib ko chupaye _*Aℓℓαн Suβнα'ηαнu Wa Tα'αLα*_ Qayamat me uske aib ko chupayega.
Sahih Bukhari,Vol.3, 2442

Jazaakumullahu khair'an Wa-Ahsanul Jazaa
No comments:
Post a Comment