find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Ahle Hadees Naam ka Matlab Kya Hai?

AHLE HADEES  naam ka matlab kya hai?

"AHLE HADEES" nam ke gaherai aur saadgi ko ek misal ke zariye samja ja sakta hai jaisa ke Allah ne Yahoodiyo par Moosa (Aalyhiwassalam) ke zariye TAWRAAT nazil ki thi aur Isaaiyo par Isaa  (Aalyhiwassalam) ke zariye INJEEL nazil ki thi  lekin in do qaumo ko Allah ne Qur'an me "AHLE KITAAB” kaha hai jabke unki asmaani kitabein alag alag thi. Iska matlab ye huwa ke “AHLE KITAAB” me “TAWRAAT aur INJEEL” chhupe huye hai usi tarah “AHLE HADEES” me “Quran aur HADEES” dono chhupe hai kyunke Qur'an ko bhi Alalh ne behtareen HADEES (baat) kaha hai. Padhiye ye Ayat  (Surah Zumar 39: Ayat 23). Isliye AHLE HADEES naam bahot hi mukhtsar hai lekin isme puri shariayat ka khulasa hai.
(Ye Dars Jalaluddin Qasmi ke ek Deeni bayan se liya gaya hai)
Share:

3 comments:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS