Jang-E-Ohad Ka Waqya
Aaj Ki Pyari Hadees
Anas bin Malik raziyallahu anhu ne kaha ke: jang e uhud me Nabi (ﷺ) ke saamne ke charon daant (rabaeiyah) tod diye gai,aur peshani zakhmi kardi gai,yaha tak ke khuun aap ka mubarak chehre par beh pada - aap (ﷺ) ne farmaya: bhala wo qaum kyon kar kamiyaab hogi jo apne Nabi ke saath is tarah ka bartau kare,jab ke haal ye ho ke wo Nabi uneh Allah ki taraf bularaha ho - to ye " لَيْسَ لَكَ مِنَ الأَمْرِ شَيْءٌ أَوْ يَتُوبَ عَلَيْهِمْ أَوْ يُعَذِّبَهُمْ " Aye paighambar, aap ke eqtiyaar mein kuch nahi, Allah ta'ala chaahe to un ki tauba qubool kare, ya azaab de, kyo ke wo zaalim hai (3:128) nazil hovi -*
English
*Narrated Anas:*
*"On the Day of Uhud, the incisors of the Prophet (ﷺ) were broken, and he had a facial wound in the area of the forehead, such that the blood flowed over his face. He said: 'How can a people that do this to their Prophet succeed, while he is calling them to Allah?' So the following was revealed: Not for you is the decision; whether He turns in mercy towards them or punished them... (3:128) until its end."*
Grade: Sahih (Darussalam)
[ Jami` at-Tirmidhi : 3002 ]
--------------------------------------
Mashalla
ReplyDelete