100 ya 1000 martaba Messages bhejne wale Articles ki hakikat.
Kya 100 logo ko whatsapp pe messages bhejne se Pareshaniyan door ho jati hai?
*Jo log "1,000 baar" kisi Dua ko pdhne ka Mamool bnate hain, or usse aisa Samjhte hai ki preshaniya Door hogi.* ❌
----------------------------------------------
👉 Sabse pahli baat ye hai ki jo *Dua ka Tareeqa Rasoolullah ﷺ se Sabit hai wahi karna Chahiye, Preshaniya Door krne ke liye.*
👉 Kuch log *Aaj kal Apne masjido me Ekatta ho kar 1,000 Baar kisi khas dua ka Mamool bna lete hain,* unko Es baat pe Dhayan dena Chaiye ki *kya Aisa krna Rasoolullah ﷺ ya Sahab (r) se Sabit hai ya nhi.?*
👉*Kya Rasoolullah ﷺ Preshaniyo ke Wakt Aisa hi karte the ya karne ka Hukum diya?*
Yaad rahe jo dua preshaniyo ke Wakt pdhna Rasoolullah ﷺ se Sabit hai, usi dua se preshaniya jayegi, khud se kuch bhi Ejad na kre.
➡ *Deen me koi bhi nayi cheez Shamil krna bidat hai*
--------------------------------------
👉Rasool Allah ﷺ ne farmaya:- Jisne hamare is deen me kuch aisi baat shamil ki jo usme se nahi hai to wo rad hai.(qabile qubool nhi)
📚[Sahih al bukhari:2697]
*Azkaar Jo Rasoolullah ﷺ ne sikhaya*
👇👇👇👇👇
*Ye 3 "Surah" Subah aur sham 3 baar padhne se preshaniya door Rahti hain.*
---------------------
👉1)Surah Al-Ikhlas ,
👉2)Surah Al-Falaq Aur
👉3)Surah An-Nas
--------------------------------------------------
Rasool-Allah ﷺ ne farmaya Subah aur sham 3 baar Surah Al-Ikhlas , Surah Al-Falaq Aur Surah An-Nas padh liya karo , ye tumhe har cheez ke liye kaafi ho jayegi (yani har tarah ki pareshaniyo se bachne ke liye ye kaafi hain)
📚 [Abu dawud:1643]
( *हर बात दलील के साथ)*
*Eske elawa or bhi azakr hain, or hame wahi karna Chahiye, na ki Khud se bana ke kuch bhi.
📱 *Forward ज़रूर करे (अल्लाह अज्र देगा)*
👉 *Educate to Ummah*
No comments:
Post a Comment