786 number Likhne se kya hota hai?
Aksar Musalman 786 number kyu likhte hai?Kya 786 Likhne se hamare Ghar me Barkat hoti hai?
Kya islam 786 Likhne ko kahta hai?
*Hadees:-"786" aik number hai bus, Islam me Eski koi Ahmiyat nahi, esko "Bismillah" ke liye Estamal krna jayz nahi*.❌
----------------------------------------
786 ke bare me *koi bhi hadees Rasoolullah ï·º ,Sahaba (r) ya salafe saleheen se nahi milti jisme ye kaha gya ho ki tum Bismillah ke liye 786 Estamal krna,* jab unhone nahi kiya to hum kyu kre,? kya hum unse zayada samjhte hai, bikul nahi.
*Hme wahi krna hai jo Allah ke Rasoolullah ï·º ,Sahaba(r) ya Salafe saleheen ne kiya*.
Rasool Allah ï·º ne farmaya:-
*Har bidat (deen me nyi cheez) gumrahi hai or har gumrahi ka thekana jahnnam hai.*
[Sahi Muslim #867]
( *हर बात दलील के साथ*)
No comments:
Post a Comment