find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Gareeb Aadami Ki Dawat ko Qabool Karna.

Nabi Ki Saadgi.

Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya !
Agar muhje (bakri ka) khur bhi hadya ki jaye to mai qubuul karon ga aur agar muhje uski dawat di jaye to mai qubuul karonga -
English
Messenger of Allah (ï·º) as saying:
"If trotter (lacking meat) were given to me I would accept it, and if I was invited to (a meal of) it I would accept."
Grade: Sahih (Darussalam)
[  Jami` at-Tirmidhi : 1338 ]
---------------------------------------
Is Hadees me is baat ki targeeb hai ke gareeb aadmi ki dawat aur mamoli thofa bhi qubuul kiya jaye,ose Kam aur haqiir samajh kar ose rad na kiya jaye,is Hadees se Nabi  (ï·º) ki saadgi ka pata chalta hai,Apne liye kisi ko takleef dena AAP ko pasañd na tha.
Share:

No comments:

Post a Comment

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Blog Archive

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS