find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label Jahannum. Show all posts
Showing posts with label Jahannum. Show all posts

Kya Dafan karne ke bad Murde Zoote ki Aawaj bhi Sunta hai?

Qabar ma Dafan kar dene ke bad Murde Zoote (Shoes) ki Aawaz bhi Sunte hai?
Jab Murde ko Dafan kar diya jata hai fir kaun Usse Kaun se Sawal puchhe jate hai?
ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِالرَّحْمٰنِﺍلرَّﺣِﻴﻢ

حَدَّثَنَا عَيَّاشٌ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا عَبْدُ الْأَعْلَى، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا سَعِيدٌ،‏‏‏‏ قَالَ:‏‏‏‏ وَقَالَ لِي خَلِيفَةُ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا يَزِيدُ بْنُ زُرَيْعٍ،‏‏‏‏ حَدَّثَنَا سَعِيدٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ قَتَادَةَ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَنَسٍ رَضِيَ اللَّهُ عَنْهُ،‏‏‏‏ عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ،‏‏‏‏ قَالَ:‏‏‏‏ ""الْعَبْدُ إِذَا وُضِعَ فِي قَبْرِهِ،‏‏‏‏ وَتُوُلِّيَ،‏‏‏‏ وَذَهَبَ أَصْحَابُهُ حَتَّى إِنَّهُ لَيَسْمَعُ قَرْعَ نِعَالِهِمْ، ‏‏‏‏‏‏أَتَاهُ مَلَكَانِ فَأَقْعَدَاهُ،‏‏‏‏ فَيَقُولَانِ لَهُ:‏‏‏‏ مَا كُنْتَ تَقُولُ فِي هَذَا الرَّجُلِ مُحَمَّدٍ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ؟ فَيَقُولُ:‏‏‏‏ أَشْهَدُ أَنَّهُ عَبْدُ اللَّهِ وَرَسُولُهُ، ‏‏‏‏‏‏فَيُقَالُ:‏‏‏‏ انْظُرْ إِلَى مَقْعَدِكَ مِنَ النَّارِ أَبْدَلَكَ اللَّهُ بِهِ مَقْعَدًا مِنَ الْجَنَّةِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ النَّبِيُّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏ فَيَرَاهُمَا جَمِيعًا، ‏‏‏‏‏‏وَأَمَّا الْكَافِرُ أَوِ الْمُنَافِقُ،‏‏‏‏ فَيَقُولُ:‏‏‏‏ لَا أَدْرِي كُنْتُ أَقُولُ مَا يَقُولُ النَّاسُ، ‏‏‏‏‏‏فَيُقَالُ:‏‏‏‏ لَا دَرَيْتَ وَلَا تَلَيْتَ، ‏‏‏‏‏‏ثُمَّ يُضْرَبُ بِمِطْرَقَةٍ مِنْ حَدِيدٍ ضَرْبَةً بَيْنَ أُذُنَيْهِ فَيَصِيحُ صَيْحَةً يَسْمَعُهَا مَنْ يَلِيهِ إِلَّا الثَّقَلَيْنِ"".

रसूल अल्लाह ﷺ ने फरमाया: आदमी जब क़ब्र में रखा जाता है और दफ़न कर के इसके लोग पीठ मोड़ कर रुख़सत होते हैं तो वो उनके जूतों की आवाज़ सुनता है। फिर दो फ़रिश्ते आते हैं उसे बिठाते हैं और पूछते हैं की इस शख़्स (मुहम्मद ﷺ) के मुताल्लिक़ तुम्हारा क्या एतिक़ाद है? वो जवाब देता है की मैं गवाही देता हूँ की वो अल्लाह के बंदे और इस के रसूल हैं। इस जवाब पर इस से कहा जाता है की ये देख जहन्नुम का अपना एक ठिकाना लेकिन अल्लाह तआला ने जन्नत में तेरे लिए एक मकान उस के बदले में बना दिया है। नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया की फिर उस बंदे मोमिन को जन्नत और जहन्नुम दोनों दिखाई जाती हैं और रहा काफ़िर या मुनाफ़िक़ तो इस का जवाब ये होता है की मुझे मालूम नहीं मैंने लोगों को एक बात कहते सुना था वही में भी कहता रहा। फिर इस से कहा जाता है की ना तूने कुछ समझा और ना (अल्लाह और उसके रसूल की) पैरवी की। इस के बाद उसे एक लोहे के हथौड़े से बड़ी ज़ोर से मारा जाता है और वो इतने भयानक तरीक़ा से चीख़ता है की इनसान और जिन के सिवा इर्दगिर्द की तमाम मख़लूक़ सुनती है।

Rasool Allah ﷺ ne farmaya: aadmi jab qabar mein rakha jata hai aur dafan kar ke iske log peeth mourr kar rukhsat hotay hain to woh unke jooton ki aawaz sunta hai. phir do farishtay atay hain usay bithate hain aur puchhte hain ke is shakhs (Mohammad ﷺ) ke mutaliq tumhara kya aitqaad hai? woh jawab deta hai ke main gawahi deta hon ke woh Allah ke bande aur iske rasool hain. is jawab par is se kaha jata hai ke yeh dekh jahannum ka apna ek thikana lekin Allah taala ne jannat mein tere liye ek makaan iske badlay mein bana diya hai. nabi kareem ne farmaya ke phir is bandah momin ko jannat aur jahannum dono dikhayi jati hai aur raha kafir ya munafiq to iska jawab yeh hota hai ke mujhe maloom nahi' main ne logon ko ek baat kehte suna tha wohi main bhi kehta raha. phir is se kaha jata hai ke nah tune kuch samjha aur nah (Allah aur uske rasool ki) pairwi ki. iske baad usay ek lohe ke hathoray se bari zor se mara jata hai aur woh itna bhayanak tareeqa se cheekhta hai ke insan aur jinm ke siwa ird gird ki tamam makhlooq sunti hai.

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: آدمی جب قبر میں رکھا جاتا ہے اور دفن کر کے اس کے لوگ پیٹھ موڑ کر رخصت ہوتے ہیں تو وہ ان کے جوتوں کی آواز سنتا ہے۔ پھر دو فرشتے آتے ہیں اسے بٹھاتے ہیں اور پوچھتے ہیں کہ اس شخص ( محمد صلی اللہ علیہ وسلم ) کے متعلق تمہارا کیا اعتقاد ہے؟ وہ جواب دیتا ہے کہ میں گواہی دیتا ہوں کہ وہ اللہ کے بندے اور اس کے رسول ہیں۔ اس جواب پر اس سے کہا جاتا ہے کہ یہ دیکھ جہنم کا اپنا ایک ٹھکانا لیکن اللہ تعالیٰ نے جنت میں تیرے لیے ایک مکان اس کے بدلے میں بنا دیا ہے۔ نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ پھر اس بندہ مومن کو جنت اور جہنم دونوں دکھائی جاتی ہیں اور رہا کافر یا منافق تو اس کا جواب یہ ہوتا ہے کہ مجھے معلوم نہیں ‘ میں نے لوگوں کو ایک بات کہتے سنا تھا وہی میں بھی کہتا رہا۔ پھر اس سے کہا جاتا ہے کہ نہ تو نے کچھ سمجھا اور نہ ( اچھے لوگوں کی ) پیروی کی۔ اس کے بعد اسے ایک لوہے کے ہتھوڑے سے بڑے زور سے مارا جاتا ہے اور وہ اتنے بھیانک طریقہ سے چیختا ہے کہ انسان اور جن کے سوا اردگرد کی تمام مخلوق سنتی ہے۔

The Prophet ﷺ said, When a human being is laid in his grave and his companions return and he even hears their foot steps, two angels come to him and make him sit and ask him: What did you use to say about this man, Muhammad ? He will say: I testify that he is Allah's slave and His Apostle. Then it will be said to him, 'Look at your place in the Hell-Fire. Allah has given you a place in Paradise instead of it.' The Prophet added, The dead person will see both his places. But a non-believer or a hypocrite will say to the angels, 'I do not know, but I used to say what the people used to say! It will be said to him, 'Neither did you know nor did you take the guidance (by reciting the Qur'an).' Then he will be hit with an iron hammer between his two ears, and he will cry and that cry will be heard by whatever approaches him except human beings and jinns.

Bukhari sharif: jild-2, Kitab Al-Janazah 23, hadith no. 1338
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Share:

Car Bomb Blast (Suicide) Karna Islam me Kaisa Gunah Hai?

Suicide karne walo ka Sza kya hai?
आत्महत्या करना इसलाम में कैसा गुनाह है?
अगर कोई मुस्लिम आत्महत्या करके मर जाता है, कोई बॉम्ब से खुद को उरा लेता है, कार बॉम्ब ब्लास्ट में उड़ा लेता है तो उसका कयामत के दिन क्या हश्र होगा?
क्या इसलाम कार बॉम्ब ब्लास्ट की इजाज़त देता है?
Bismilahirrahmanirrahim
-------------------------
Sucide (Khudkushi) ki Saza Jahannum me
-------------------------
Rasoolullah ﷺ ne irshaad farmaaya: Jis Shakhs ne pahaad se gir kar khudkushi ki woh hamesha hamesh Jahannam ki aag mein (pahaad se) girta rahega aur jis ne zahar (Poison) pi kar khudkushi ki, us ka zahar us ke haath mein hoga aur woh hamesha hamesh Jahannam ki aag mein us ko peeta rahega aur jis ne kisi lohe ke zariye khudkushi ki, to us ke haath mein loha hoga, jise woh hamesha hamesh Jahannam ki aag mein apne pet mein ghonpta rahega.

(Sahih Bukhaari: 5778)
---------------------------------

Share:

Apni Maal Badhane ke liye dusro se Mangna kaisa hai?

Jo Aadami Apni me izafa Karne ke liye dusro se Maal Maangta hai.
جو شخص اپنے مال میں اضافہ کرنے کے لیے دوسروں سے مال مانگتا ہوں وہ کیسا ہے؟
Bismillahhirrahmanirrahim
_______________________
HADITH: Jo Shaks Maal bhadhane ke liye logo se Maal mangta hai wo Aag Ka Angara mangta hai.
_________
Abu Huraira Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jo Shaks apna maal bhadhane ke liye logo se unka maal mangta hai wo aag ka angare mangta hai (ab uski marzi) chahe wo kam le ya zyada.

[Sahih Muslim 1041 In-book : Book 12, Hadith 136 USC-MSA web (English) : Book 5, Hadith 2266]
______________________

Share:

Tasweer Wagairah bnana aur use insan ki Shakal dena.

Tasweer bnana kaisa hai aur uske bnane wale Ki Sza kya hai?
نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے بتايا ہے كہ جو شخص تصوير بناتا ہے ـ چاہے وہ نقش و نگار اور خاكے يا كريد كر بنائى ہو ـ اسے روز قيامت عذاب ديا جائيگا، اور حرام تصوير ميں انسان اور حيوان اور پرندے وغيرہ ذى روح كى تصوير شامل ہيں، اس كى دليل حديث ميں نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم كا يہ فرمان ہے:

" جو تم نے بنايا ہے اسے زندہ كرو "

عبد اللہ بن عمر رضى اللہ تعالى عنہما بيان كرتے ہيں كہ رسول كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے فرمايا:

" جو لوگ يہ تصويريں بناتے ہيں انہيں روز قيامت عذاب ديا جائيگا، اور انہيں كہا جائيگا تم نے جو بنايا ہے اسے زندہ كرو "

صحيح بخارى حديث نمبر ( 56047 ) صحيح مسلم حديث نمبر ( 2108 ).

شيخ محمد بن صالح العثيمين رحمہ اللہ كہتے ہيں:

" رہا روئى كا مسئلہ جس كى شكل و صورت واضح نہيں ہوتى حالانكہ اعضاء اور سر اور گردن ہوتى ہے، ليكن اس ميں آنكھ كان اور منہ نہيں تو اس ميں كوئى حرج نہيں؛ كيونكہ يہ اللہ تعالى كى مخلوق پيدا كرنے ميں مشابہت نہيں " انتہى.

ديكھيں: مجموع فتاوى الشيخ ابن عثيمين ( 2 ) سوال نمبر ( 330 ).

اور شيخ رحمہ اللہ كا يہ بھى كہنا ہے:

" جس نے بھى كوئى ايسى چيز بنائى جو اللہ تعالى كى مخلوق پيدا كرنے ميں مشابہ ہو، تو وہ درج ذيل حديث ميں داخل ہے:

" نبى كريم صلى اللہ عليہ وسلم نے مصوروں پر لعنت فرمائى ... "

اور ايك حديث ميں نبىكريم صلى اللہ عليہ وسلم كا فرمان ہے:

" روز قيامت سب سے زيادہ شديد عذاب مصوروں كو ہو گا "

ليكن جيسا ميں نے كہا ہے: كہ جب تصوير واضح نہ ہو يعنى اس ميں نہ تو آنكھ اور نہ ہى كان اور منہ اور انگلياں ہوں تو يہ پورى تصوير نہيں، اور نہ ہى اللہ تعالى كى مخلوق پيدا كرنے كے مشابہ ہے " انتہى.

ديكھيں: مجموع فتاوى الشيخ ابن عثيمين ( 2 ) سوال نمبر ( 331 ).

واللہ اعلم .

Share:

Jo Log Deen Ki Baton Ko Apni Jati Fayde Ke Liye Najer Andaaj Karte Unka Hasher.

Jo Log Deen Ki Baton Ko Chhupate Ya Fir Yah Kahte Hai ke Hme to isse Kya Matlab Uska Hasher Kya Hoga?
السلام علیکم ورحمۃ الله وبرکاتہ!!!
جو لوگ دین کی بات نہیں سننا چاہتے اور انہیں صرف اپنے قیاصوں پر ایمان ہوتا ہے ، اور وہ دوسروں کی حق تلفیاں کرتے رہتے ہیں ، تو کیا وہ اس بات پر بچ جائیں گے قیامت میں کہ ہمیں تو کچھ پتا نہیں تھا ؟ جبکہ دنیا میں کہتے ہیں کہ ہمیں سب پتا ہے ہمارا فلاں بھی بہت نمازی ، پردے دار تھا ، ایسے لوگوں کی خیر خواہی کرنی چاہیئے یا حال پر چھوڑدیں انکے؟؟
وَعَلَيْكُم السَّلَام وَرَحْمَةُ اَللهِ وَبَرَكاتُهُ‎
اللہ تعالیٰ کا دین جب ساتویں آسمان سے زمین پر اتر سکتا ہے تو زمینی وسائل تو پھر بہت آسان ہیں کہ انسان دین کا شعور و آگہی سے واقف ہو ۔ دین آج سے چودہ سو سال پہلے مشکل تھا تو صحابہ نے ان مشکلات سے مقابلہ کیا کہ ایک حدیث کے لیے میلوں کا سفر کیا ، اور آج اللہ تعالیٰ نے اونٹوں اور خچروں پر کئی کئی دنوں کے میلوں کا سفر ایک کلک پر محیط کر دیا کہ انسان ایک کلک کرتا ہے تو سات سمندر پار کا نظارہ اپنی آنکھوں سے کر لیتا ہے ، زمین کا کوئی حصہ نہیں جہاں علماء کی رسائی نہیں، جدید سہولیات نے انسان کے لیے علماء سے استفادہ اتنا آسان کر دیا ہے کہ اس سے زیادہ آسانی کی مثال ماضی میں نہیں ملتی ۔
مگرافسوس کہ آج امت کا ایک گروہ جزوی طور پر اس فارمولہ پر عمل پیرا ہے کہ ہم جانتے ہی نہیں ، ہمیں تو علم نہیں ، ہم کوئی عالم تو نہیں ۔ ایسے لوگ دراصل اغیار کی نصرت و حمایت کے حصول کی خاطر اللہ کی نصرت تائید کاسودا کررہے ہیں ۔ نظر دوڑائیے تو ہر جگہ اسلام سے بے اعتنائی ملے گی
👈کوئی سزائے رجم کا انکار رہاہے۔
👈کوئی بے پردگی کی حمایت کررہاہے۔
👈کوئی قربانی کے خلاف احتجاج کررہاے۔
👈کوئی شاتمین رسول کے تحفظ پر کتابیں لکھ رہاہے۔
اللہ تعالیٰ فرماتا ہے
یقینا جو لوگ اُن احکام کو چھپاتے ہیں جو اللہ نے اپنی کتاب میں ناز ل کیے ہیں اور تھوڑے سے دُنیوی فائدوں پرا نہیں بھینٹ چڑھاتے ہیں، وہ دراصل اپنے پیٹ آگ سے بھر رہے ہیں قیامت کے روز اللہ ہرگز ان سے بات نہ کرے گا، نہ اُنہیں پاکیزہ ٹہرائے گا، اور اُن کے لیے دردناک سزا ہے یہ وہ لوگ ہیں جنہوں نے ہدایت کے بدلے ضلالت خریدی اور مغفرت کے بدلے عذاب مول لے لیا کیسا عجیب ہے ان کا حوصلہ کہ جہنم کا عذاب برداشت کرنے کے لیے تیار ہیں یہ سب کچھ اس وجہ سے ہوا کہ اللہ نے تو ٹھیک ٹھیک حق کے مطابق کتاب نازل کی تھی مگر جن لوگوں نے کتاب میں اختلاف نکالے وہ اپنے جھگڑوں میں حق سے بہت دور نکل گئے
البقرة: 174، 176)۔)
اس آیت میں ایسے ہی لوگوں کا بیان ہواہے جو حق جاننے کے باوجود محض دنیاوی مفاد کی خاطر واضح غلطیوں بلکہ گمراہیوں پربھی سمجھوتہ کرلیتے تھے۔ اور وسائل کے ہوتے ہوئے بھی حق کے متلاشی نہیں بنتے ۔ قیامت والے دن ایسے لوگوں کا عذر کام نہیں آئے گا اِلاّٙ مٙاشٙاءاللہ
اللہ تعالیٰ ہم سب کو ایسے افکاراورایسے افکارکے حامل افراد کے شرسے بچائے ، آمین۔۔۔
وَبِاللّٰہِ التَّوْفِیْقُ
ھٰذٙا مٙا عِنْدِی وٙاللہُ تٙعٙالیٰ اٙعْلٙمْ بِالصّٙوٙاب
وٙالسَّـــــــلاَمُ عَلَيــْــكُم وَرَحْمَةُ اللهِ وَبَرَكـَـاتُه

Share:

Jahannum Me Jane Se Panah Maango.

Jahannum Me Jane Se Bacho.
Adi bin Hatim raziyallahu anhu ne kaha ke:
Nabi (ﷺ) ne farmaya: jahañnam se bacho,phir aap ne chehrah pehr liya,phir farmaya ke jahañnam se bacho aur uske baad chehrah mubarak pehr liya,phir farmaya jahañnam se bacho - tiin martaba Aap (ﷺ) ne aise hi kiya - ham ne is se ye khayaal kiya ke Aap jahañnam deykh rahe hain - phir farmaya ke jahañnam se bacho chahe khajoor ke ek tukde hi ke zarye hosaka aur jise ye bhi na mile to ose (logo me) kisi acchi baat kehne ke zarye se hi (jahañnam se) bachne ki kosish karni chahiye.

English
Narrated `Adi bin Hatim:
The Prophet (ﷺ) said, "Protect yourself from the Fire." He then turned his face aside (as if he were looking at it) and said again, "Protect yourself from the Fire," and then turned his face aside (as if he were looking at it), and he said so for the third time till we thought he was looking at it. He then said, "Protect yourselves from the Fire, even if with one half of a date and he who hasn't got even this, (should do so) by (saying) a good, pleasant word.'
[ Sahih al-Bukhari: 6540 ]

Share:

Hasad Kya Hai?

Hasad [Destructive Envy] Ki Buniyad Par Aadam Alaihi Salam Ke Ek Betey Qabil Ne Dusre Betey *Habil* Ka Qatl Kiya.
Hasad Kise Kehte Hai?
Kisi Ko Khaata-Peeta Ya Falta-Foolta Dekh Kar Dil Mei Jalna
Aur Uski Neymato Ke Zawaal Khatam Hone Ki Tamanna Karna
Iss Kharaab Aadat Ka Naam “Hasad” Hai.!
Roo-e-Zameen Ka Sabse Pehla Qatl Bhi Hasad ki Buniyad Par hua
Mafhoom-e-Hadees: Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya Ke
“Hasad Se Bacho! Iss Liye Ke Hazrate Aadam [Alaihay Salam] Ke Ek Bete Ne
Dusre Bete Ko “Hasad” Mei Qatl Kar Diya Tha.”
[Reference: Ibn-e-Asaakir:40/49]
Sawal: "Hasad Kaha Jayaz Hai?"

Jawab: Mafhoom-e-Hadees:
Abdullah Bin Mas’ud RaziAllahu Anhu Se Riwayat Hai Ki,
Rasool’Allah Sallallahu Alaihay Wasallam Ne Farmaya
“Hasad Sirf Do Baato Me Jayaz Hai,..”
∗(1). (Ek) Tou Uss Shakhs Ke Baare Me Jisey Allah Ta’ala Ne Doulat Di Ho
Aur Wo Uss Doulat Ko Raah-e-Haq Me Kharch Kare,
Aur
[2] Dusra Uss Shakhs Ke Baare Me Jise Allah Ta’ala Ne Hiqmat Di Ho
Aur Wo Uskey Jariye Faisley Karta Ho Aur Logo Ko Uski Taalim Deta Ho."
[Reference Sahih Bukhari, Ilm Ka Bayan, 73]
Hasido Ke Hasad Se Panah Ke Liye Dua:
Al-Quraan: *Bismillah-Hirrahman-Nirrahim
“Allah Ke Panaah Maangta Hoon, Haasid Ke Sharr Se Jab Wo Hasad Kare”.
Ameen Yaa Musawwir
[Sureh Al-Falaq, Aayat 5]
Allah Rabbul Izzat Hume Haasido Ke Hasad Se Panah Ata Farmaye,
Jab Tak Hume Zinda Rakhey Islam Aur Imaan Par Zinda Rakhy,
Aur Khatma Humara Imaan Par Ho.
________________
Wa Akhiru Dawana Anilhamdulillahe Rabbil A’lameen

Share:

Munafiq Ki Nishaniya.

MUNAFIK KI NISHANIYAN.
Hazrat Abdullah Bin Umar r.a. Se Riwayat Hay, Nabi ѕαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Ne Farmaya:”Chaar(4) Baaten Jisme Hongi Wo Khalis Munafiq Hoga Aur Jisme Inme Se Koi Ek Bhi Hogi, Isme Nafak Khaslat Hogi Yaha Tak Ke Wo Use Tark Karde:”

1.Jab Iske Pass Amanat Rakhi Jaay To Khayanat Kare,
2.Jab Baat Kahe To Jhoot Bole,
3.Jab Ahad Kare To Daga Bazi Kare
4.Aur Jhagde To Behuda Bakwas Kare.”

URDU
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ چار عادتیں جس کسی میں ہوں تو وہ خالص منافق ہے اور جس کسی میں ان چاروں میں سے ایک عادت ہو تو وہ ( بھی ) نفاق ہی ہے،

1.جب تک اسے نہ چھوڑ دے۔ ( وہ یہ ہیں )
2.جب اسے امین بنایا جائے تو ( امانت میں ) خیانت کرے اور بات کرتے وقت جھوٹ بولے
3.اور جب ( کسی سے ) عہد کرے تو اسے پورا نہ کرے
4.اور جب ( کسی سے ) لڑے تو گالیوں پر اتر آئے۔ اس حدیث کو شعبہ نے ( بھی ) سفیان کے ساتھ اعمش سے روایت کیا ہے۔

ENGLISH

Signs of hypocrisy
Narrated 'Abdullah bin 'Amr: The Prophet said, Whoever has the following four (characteristics) will be a pure hypocrite and whoever has one of the following four characteristics will have one characteristic of hypocrisy unless and until he gives it up.

1. Whenever he is entrusted, he betrays.
2. Whenever he speaks, he tells a lie.
3. Whenever he makes a covenant, he proves treacherous.
4. Whenever he quarrels, he behaves in a very imprudent, evil and insulting manner.
Sahih al-Bukhari Vol. 1, Book 2, Hadith 34

Share:

Ghar Ki Burai Ko Na Rokne Walo Ka Anjaam.

Kaunse Teen Logo Par Jannat Haram Hai?
بسْــــــــــــــمِﷲِ الرَّحْمَنِ الرَّحِيم
Hadith Aisa Mard Jo Apne Ghar Ke Andar Burayee Ko Nahin Rokta Hai Us Par Jannat Haram Hai.
Rasoollallah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Ne farmaya
Teen (3) Tarah Ke Logon Par Allah Subhanahu Ne Jannat Haram Kar Diya Hai,
1. Sharab Ka Aadi,
2.  Waledain (Maa-Baap) Ka Nafarman, Aur
3 Wo Dayyus Jo Apne Ghar Ke Andar Burayee Ko Nahin Rokta Hai
📚Musnad Ahmad : 9975 Sahih
___________________________________
رسول الله صلی علیہ وسلم نے فرمایا  تین افراد ہیں، اللہ سبحانه نے ان پر جنت کو حرام قرار دیا ہے، شراب پر ہمیشگی اختیار کرنے والا، والدین کا نافرمان اور وہ دیوث جو اپنے گھر کے اندر برائی کو نہیں روکتا ہے- 
📚مسند احمد ٩٩٧٥-صحیح 
Rasoollallah Sαℓℓαℓℓαнυ αℓαyнє ωαѕαℓℓαм Said.
Three Types Of People Allah Subhanahu Have Forbidden From Entering Paradise,
1. Addicted To Alcohol,
2. Disobeying His Parents And,
3  (Dayooth) The One Accepting And Happy With (Evil Deeds) In His Household.
📚Musnad Ahmad : 9975 Sahih

Share:

Qyamat ke Din Kafiron ko Jahannum Ki Gotah Diya Jayega.

Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya!
Qyamat ke din kafiron me se wo shaksh laya jayega,jisne dunya me bahot aiysh kiya hoga,aur kaha jayega: isko  jahañnam me ek gotah (dubki) do,isko Ek gotah jahañnam me diya jayega,phir us se puucha jayega,Aye falaan! Kya tum ne kabhi rahat bhi deyhki hai? Wo kahega: nahi,maine kabhi koe rahat nahi deykhi. aur momino me se ek aise momin ko laya jayega,jo sakht takleef aur musibat me raha hoga,usko jañnat ka ek gotah diya jayega,phir us se puucha jayega: kya tum ne kabhi koe takleef ya pareshani deykhi? Wo kahega: muhje kabhi koe musibat ya takleef nahi ponchi.
*English
Messenger of Allah (ﷺ) said:
“On the Day of Resurrection the disbeliever who lived the most luxurious will be brought, and it will be said: ‘Dip him once in Hell.’ So he will be dipped in it, then it will be said to him: ‘O so- and-so, have you every enjoyed any pleasure?’ He will say: ‘No, I have never enjoyed any pleasure.’ Then the believer who suffered the most hardship and trouble will be brought and it will be said: ‘Dip him once in Paradise.’ So he will be dipped in it and it will be said to him: ‘O so-and-so, have you ever suffered any hardship or trouble?’ He will say: ‘I have never suffered any hardship or trouble.’”
Grade: Sahih (Darussalam)
[ Sunan Ibn Majah: 4321 ]
------------------------------------

Share:

Christians (ईसाई) Jahannum Me Jayenge

CHRISTIANS JAHANNAM ME JAYENGE
Abu sa'eed khudri Raziyallahu anhu se riwayat hai ke Allah ke Rasool ne farmaya: (Qiyamat ke din) Nasara (christians) ko bulaya jayega aur un se pucha jayega tum kis ki ibadat karte the, woh kahenge hum Allah ke bete maseeh (Eisa alihissalam ki) ibadat karte the, unhe kaha jayega:tum logo ne jhut kaha Allah ne kisi ko apna shareek aur beta nahi banaya hai,phir un se pucha jayega tum log kya chahte ho, woh kahenge: aye hamare Rab hum pyase ho gye hain, hume pani pila de,,unhe ishare se kaha jayega kya tum dariya se pani nahi piyoge, aur unhe jahannam ki taraf lejaya jayega jo sarab (pani ke river ) ki tarah nazar aa rahi hogi,uska kuch hissa dusre hisse ko kha raha hoga, phir woh jahannam me girne lagenge.

📖 MUSLIM: 302 📚.  SAHEEH HADEES

Share:

Gunah Ki Majlis Me Baithne Wale ki Sza.

Gunah Ki Majlis Se Doori Ikhtiyar Karen.
🍂IMAM QURTUBI  RAHIMAHULLA FARMATE HAIN.
"Har Wo Aadmi Jo Aisi Majlis Me Baithe Jisme Allah Ki Na-Farmani Horahi Ho Aur Wo Unko Allah Ki Na-Farmani Se Na Roke To Wo Unke Sath Gunah Me Barabar Ka Shareek Hai."
_📓Ahkamul-Quran[5/418]

Share:

Jahannum Ki Aag aur Duniya Ki Aag Me Fark.

Jahannam Ki Aag Aur Duniya Ki Aag Mein Ek Fark
Rasoolullah ﷺ ne irshad farmaya: "Tumhari (Duniya ki) Aag jahannam ki aag ke muqaable mein 70 Sattarwaan hissa hai." Kisi ne poocha, ya rasoolullah ﷺ  Yeh humari duniya ki aag bhi bohat thi
Aap ﷺ ne farmaya: ”Duniya ki aag ke muqaable mein jahannam ki aag 69 Guna badh kar hai.
(Sahih Bukhari: 3265)

Share:

Kya Safed Baal Ko Kala Kar Sakte Hai?

SAFED BAALO KO KAALA KARNA HARAM HAI.

Bismillahhirrahmanirrahim
Baalo ko colour karna sunnat hai Yani ke mard ke liye Sar ke baal aur dadhi aur Aurat ke liye sirf uske sar ke baal.
Safed baalo ko na rangna Yahoodi aur issaiyo ka kaam hai
✔☘Abu Hurairah Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool’Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmayaYahoodi aur isaai apne baalo ko rangte nahi hai, isliye unse alag karo(yani alag dikho)
Sahih Muslim, 2103
Baalo ko Kaala Rangna haram hai
Mafhoom e hadees:
✔☘Jabir Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool’Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Abu bakr Radiallahu anhu  ke walid ke baalo ko dekha to farmaya ke iske rang ko kisi chiz se badal do lekin kaale rang se bachna.
Sahih Muslim, 2102
Baalo ko kaala rangne wala Jannat ki khushboo tak na payega
✔☘Rasool’Allah sallallaho alyehi wasallam ne farmaya akhir zamane me kuch log kabootar ke seene ki tarah siyaah khizaab(black dye)  lagayenge wo jannat ki khusbhu tak na payenge.
 (Narrated by Abu Dawood, 4212; al-Nasaa’i, 5075)Sahih
Baalo ko Rangne ki sabse behatar chiz heena aur katam
✔☘Abu Dharr Radiallahu anhu se rivayat hai ki Rasool’Allah sallallaho alyehi wasallam ne farmayasabse achhi chiz jisse is budhape ko(yani safed baalo ko) badla jaye, henna(mehndi) aur katam(wasmah) hai.
Al-Tirmizi:1753,Abu Dawud: 4205,ibn Majah: 3622
✔Ibn Al-Qayyim ne kaha:
Baalo ko bilkul kala karna mana hai, lekin agar koi chiz henna me miladi jaye, jaise katam(wasmah) waghaira tab usme koi burai nahi hai.
Katam aur henna milkar baalo ko wo rang dete hai joki laal aur kaale ke bich ka hota hai.Wasmah(woad leaves) ki tarah nahi jo baalo ko aise kaala karti hai jaise koyla(coal).
Zaad al-Ma’aad, 4/336
wasmah(woad) aisa paudha hai jo ke dye ke liye istemal hota hai.
To isse hame ye malum chalta hai ke ham katam ko akele ni istemaal kar sakte kyunki ye khalis kaala rang deta hai, lekin ise henna ke sath use kar sakte hai jisse ke hame Kaale aur laal ke bich ka rang milta hai jise ham reddish black kah sakte hai.
Note⚫Katam ek tarah ka paudha hota hai joki black colour deta hai, jaise ke henna yani mehndi ka paudha hota hai lekin wo laal rang deta hai.
Share:

Kisi Dusre Par Gunah Karne ka Iljaam Lgane ki Sza.

KISEE BE GUNAH KE UPAR GUNAH THOPNE KA ANJAM

*📕 وَ مَنۡ یَّکۡسِبۡ خَطِیۡٓئَۃً اَوۡ اِثۡمًا ثُمَّ یَرۡمِ بِہٖ بَرِیۡٓـئًا فَقَدِ احۡتَمَلَ بُہۡتَانًا وَّ اِثۡمًا مُّبِیۡنًا ﴿۱۱۲﴾٪*               

*♦اور جو شخص کوئی گناہ یا خطا کر کے کسی بے گناہ کے ذمہ تھوپ دے ، اس نے بڑا بہتان اٹھایا اور کھلا گناہ کیا* ۔

Aur jo shaks koi gunah ya khata ker kay kissi bey gunah kay zimmay thop dey uss ney boht bara bohtaan uthaya aur khula gunah kiya.
📕Surah An Nisa, Aayath no : 112.

Share:

Jahannum Kitni Bari Hai Aur Us Din log Kaha Honge?

Jahanuum Kitni Bari Hogi,Aur Log Qyamat Ke Din Kaha Honge.
🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺‏‏‏‏ حَدَّثَنَا سُوَيْدُ بْنُ نَصْرٍ، حَدَّثَنَا عَبْدُ اللَّهِ بْنُ الْمُبَارَكِ، عَنْ عَنْبَسَةَ بْنِ سَعِيدٍ عَنْ حَبِيبِ بْنِ أَبِي عَمْرَةَ، عَنْ مُجَاهِدٍ، قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ ابْنُ عَبَّاسٍ:‏‏‏‏ أَتَدْرِي مَا سَعَةُ جَهَنَّمَ ؟ قُلْتُ:‏‏‏‏ لَا، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ أَجَلْ وَاللَّهِ مَا تَدْرِي، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَتْنِي عَائِشَةُ، أَنَّهَا سَأَلَتْ رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عَنْ قَوْلِهِ:‏‏‏‏ وَالأَرْضُ جَمِيعًا قَبْضَتُهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ وَالسَّمَوَاتُ مَطْوِيَّاتٌ بِيَمِينِهِ سورة الزمر آية 67، ‏‏‏‏‏‏قَالَتْ:‏‏‏‏ قُلْتُ:‏‏‏‏ فَأَيْنَ النَّاسُ يَوْمَئِذٍ يَا رَسُولَ اللَّهِ ؟ قَالَ:‏‏‏‏    عَلَى جِسْرِ جَهَنَّم

Abdullah bin abbas razi Allah anhu ne kaha: kya tumhe maloom hai jahannum kitni bari hai? mein ne kah : nahi, unhon ne kaha: beshak, qasam Allah ki! mujhe bhi maloom nah tha, (magar) aisha razi allah anhu ne mujh se bayan kiya ke unhon ne rasool Allah ﷺ se aayat

_وَالأَرْضُ جَمِيعًا قَبْضَتُهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ وَالسَّمَوَاتُ مَطْوِيَّاتٌ بِيَمِينِهِ_

"Saari zameen qayamat ke din rab ki ek muthi mein hogi aur saray asman iske dahine haath mein liptay hue honge" (al-zumar : 67)*, ke talluq se poocha : rasool Allah! phir is din log kahan honge? aap ne farmaya: "jahannum ke pul par, (iss se mujhe maloom ho gaya ke jahannum bohat lambi chauri hogi).

عبداللہ بن عباس رضی الله عنہما نے کہا: کیا تمہیں معلوم ہے جہنم کتنی بڑی ہے؟ میں نے کہا: نہیں، انہوں نے کہا: بیشک، قسم اللہ کی! مجھے بھی معلوم نہ تھا، ( مگر ) عائشہ رضی الله عنہا نے مجھ سے بیان کیا کہ انہوں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے آیت

_«والأرض جميعا قبضته يوم القيامة والسموات مطويات بيمينه»_

*”ساری زمین قیامت کے دن رب کی ایک مٹھی میں ہو گی اور سارے آسمان اس کے داہنے ہاتھ میں لپٹے ہوئے ہوں گے“ ( الزمر: ۶۷ )* ، کے تعلق سے پوچھا: رسول اللہ! پھر اس دن لوگ کہاں ہوں گے؟ آپ نے فرمایا: ”جہنم کے پل پر، (اس سے مجھے معلوم ہو گیا کہ جہنم بہت لمبی چوڑی ہو گی)

Ibn 'Abbas r.a said: Do you know what is the width of Jahannam? I said: No. He said: Yes, and by Allah I do not know. 'Aishah r.a narrated to me that she asked the Messenger of ALLAH (ﷺ) about Allah's saying:

_وَالأَرْضُ جَمِيعًا قَبْضَتُهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ وَالسَّمَوَاتُ مَطْوِيَّاتٌ بِيَمِينِه_ِ

'On the Day of Resurrection the whole earth will be grasped by His Hand and the heavens will be rolled up in his Right Hand (Quran Az-zuram 39:67)*.' She said: 'I said Where will the people be on that day O Messenger of Allah? He said: Upon the bridge over Jahannam.  

Jamiat Tirmidhi: jild 5, kitab Tafseer Al-Quran 47, hadith no. 3241_
*Grade sahih

Share:

Kisi BadShah ke Sath Allah usse Bhala Ya Bura Chahta Hai To Kya Karta Hai?

Allah Jab Kisi Badshah Ki Bhalayee Chahta Hai to Use Kya Karta  Hai? Aur Jab Uske Liye Bura Chahta Hai To Kaun Si Sza Milti Hai?
🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌺‏‏‏‏ حَدَّثَنَا مُوسَى بْنُ عَامِرٍ الْمُرِّيُّ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا الْوَلِيدُ، ‏‏‏‏‏‏حَدَّثَنَا زُهَيْرُ بْنُ مُحَمَّدٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ عَبْدِ الرَّحْمَنِ بْنِ الْقَاسِمِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِيهِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْعَائِشَةَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَتْ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏   إِذَا أَرَادَ اللَّهُ بِالأَمِيرِ خَيْرًا جَعَلَ لَهُ وَزِيرَ صِدْقٍ إِنْ نَسِيَ ذَكَّرَهُ، ‏‏‏‏‏‏وَإِنْ ذَكَرَ أَعَانَهُ وَإِذَا أَرَادَ اللَّهُ بِهِ غَيْرَ ذَلِكَ جَعَلَ لَهُ وَزِيرَ سُوءٍ إِنْ نَسِيَ لَمْ يُذَكِّرْهُ وَإِنْ ذَكَرَ لَمْ يُعِنْهُ  .

Nabi kareem ﷺ ne farmaya: Allah jab kisi hakim(Badshah) ki bhalai chahta hai to usay sacha wazeer inayat farmata hai, agar woh bhool jata hai to woh usay yaad dilata hai, aur agar usay yaad rehta hai to woh is ki madad karta hai, aur jab Allah kisi hakim ki bhalai nahi chahta hai to is ko bura wazeer de deta hai, agar woh bhool jata hai to woh yaad nahi dilata, aur agar yaad rakhta hai to woh is ki madad nahi karta.

🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، اللہ جب کسی حاکم کی بھلائی چاہتا ہے تو اسے سچا وزیر عنایت فرماتا ہے، اگر وہ بھول جاتا ہے تو وہ اسے یاد دلاتا ہے، اور اگر اسے یاد رہتا ہے تو وہ اس کی مدد کرتا ہے، اور جب اللہ کسی حاکم کی بھلائی نہیں چاہتا ہے تو اس کو برا وزیر دے دیتا ہے، اگر وہ بھول جاتا ہے تو وہ یاد نہیں دلاتا، اور اگر یاد رکھتا ہے تو وہ اس کی مدد نہیں کرتا ۔

🌺The Messenger of Allah ﷺ said: When Allah has a good purpose for a ruler, He appoints for him a sincere minister who reminds him if he forgets and helps him if he remembers; but when Allah has a different purpose from that for him. He appoints for him an evil minister who does not remind him if he forgets and does not help him if he remembers. 

📚 _*Sunan Abi Dawud: kitab Al-kharaj wal-Fai' wal-Imarah 20, hadith no. 2932*_
*Grade Sahih

Share:

Suicide karna Islam me kaisa hai?

KhudKhusi Ka Elaaj

KhudKhusi (Suicide) Karney Wala Sayad Ye Samjhta Hai Ki Hamari Jaan Chooth Jayegi, Halaki Iss Se Jaan Chhutne Ki Bajayen Narazgi-e-Rabbul-Izzat Azzawajal Ki Surat Me Nihayat Buri Tarah Fass Jati Hai. Allah Ki Kasam ! Suicide Ka Azab Bardast Nahi Ho Sakega.
Khudkusi Ke Sabab (Cause):
● Be Rozgaari (Unemployment)
● Mayusi (Depression)
● Ishq Mijazi (Love Affair)
● Gharelu Jagde (Dispute) Etc.
» ♣ Gharelu Jagde Ka Ilaaj:
(Sab Se Paheli Baat Tou Ye Ki Hume Ghar Me Rehne Ka Tarika T.V. Serial Se Nahi Sikhna Chahiye Aur Naa Hi Tv Serial Hargiz Chahiye)
» Aye Khatoon! Apne Naye Ghar Ke Naye Mahaol Me Ache Taor-Tareeqa, Dil-Kash Zubaan, Jazba-e-Iisaar, Har Dam Muskurate Chehre Sey Jagah Banao…!
» Har Maa-Baap Apni Beti Ke Liye Behtar Se Behtar Rishte Ka Intikhab Karte Hain, Lekin Kaamyabi Ki Zamaanat Dar-Asal Beti Ki Apni Salahiyyat Hoti Hai.
» Aurat Ke Haath Lambe Aur Zubaan Chhoti Honi Chahiye, Matlab Usey Kaam/Khidmat Zyada Karna Aur Bolna Kum Chahiye, Taaki Wo Achchi Nazar Se Dekhi Jaye.
» Ladkiya Apne Sasural Se Darri-Darri Rehti Hai Aur Iske Muqable Me Baat Baat Par Apne Mayike Walo Ka Dum Bharti Hai, Yeh Aadat Jhagde Ki Wajah He.
» Sabaq: Khudkhushi Ka Irtekab Kerne Wala Aam Tour Per Tangi Halaat Ki Wajah Se Aisa Kerta Hai. Aise Halaat Allah Ta’ala Ki Taraf Se Hon Ya Logo Ki Taraf Se Woh Masaib-O-Alaam Ko Bardasht Nahi Kerta Aur Apni Jaan Ka Khatma Ker Leta Hai.
Uss Shakhs Ki Misaal Garmi Ki Tapish Se Bachny Ke Liye Aag Ki Panah Lene Wale Ki Hai. Woh Choti Se Bari Musibet Ki Taraf Muntaqil Hojata Hai. Agar Woh Sabar Kerta To Allah Ta’ala Issy Masaib Berdasht Kerny Ki Toufeeq Ata Farma Deta Aur Phir Iss Ke Halaat Badal Deta.
– (Shiekh Ebn Saleh Esimeen)
      ▬▬▬▬ஜ۩۞۩ஜ▬▬▬▬☆
Aye imaan waalo Allah ki itaat karo aur uske Rasool ki itaat karo aur apne Amalo ko Baatil na karo
Jo Bhi Hadis Aapko Kam Samjh Me Aaye Aap Kisi  Hadis Talibe Aaalim Se Rabta Kare !
  JazakAllah  Khaira Kaseera
Share:

Mushrikeen Par Jannat Haraam Hai Aur wo Hamesha Jahannum me hi Rahenge.

Mushrikeen Par Jannat Haram hai Aur Wo HAmesa JAhannumMe Hi RAhenge

ḀḶ QṳRḀN
*بِسْمِ اللَّهِ الرَّحْمَـٰنِ الرَّحِيم​*
*وَ اتَّخَذُوۡا مِنۡ دُوۡنِہٖۤ  اٰلِہَۃً  لَّا یَخۡلُقُوۡنَ شَیۡئًا وَّ ہُمۡ یُخۡلَقُوۡنَ وَ لَا یَمۡلِکُوۡنَ لِاَنۡفُسِہِمۡ ضَرًّا وَّ لَا نَفۡعًا وَّ لَا یَمۡلِکُوۡنَ مَوۡتًا  وَّ لَا حَیٰوۃً   وَّ  لَا نُشُوۡرًا*
In logon ne Allah ke siwa jinhen apne mabood thera rakhe hain wo kissi cheez ko paida nahi kar sakte
Balke woh khud paida kiye jate hain yeh to apni jaan ke nuksan nafe ka bhi ikhtiyar nahi rakhte
Aur na maut-o-hayat ke aur na doobara ji uthne ke woh malik hain
Al Quran Surah Furqan 25, Aayat 3,*
Logo! Ek misal biyan ki jarahi hai zara kaan laga kar suno
Allah ke siwa jin jin ko tum pukarte ho wo ek makkhi bhi to paida nahi kar sakte go sare ke sare hi jama ho jayen.
Balke agar makkhi un se koi cheez le bhage to ye to usse bhi us se cheen nahi sakte
Bada boda hai talab karne wala aur bada boda hai woh jis se talab kiya jaraha hai
Al Quran Surah hajj 22.Aayat 73,*
*یٰۤاَیُّہَا النَّاسُ اَنۡتُمُ الۡفُقَرَآءُ  اِلَی اللّٰہِ ۚ وَ اللّٰہُ  ہُوَ  الۡغَنِیُّ   الۡحَمِیۡدُ*
 *Aye logo! Tum Allah ke mohtaj ho aur Allah be niyaz khoobiyon wala hai*
 *Al Quran Surah Fatir 35.Aayat 15*
*اِنَّہٗ مَنۡ یُّشۡرِکۡ بِاللّٰہِ فَقَدۡ حَرَّمَ اللّٰہُ عَلَیۡہِ الۡجَنَّۃَ وَ مَاۡوٰىہُ النَّارُ ؕ وَ مَا لِلظّٰلِمِیۡنَ مِنۡ اَنۡصَارٍ*
  *Jo shaks Allah ke Sath shareek karta hai Allah Ta"ala ne us par jannat haram kar di hai*
 *Uska thikana jahannum hi hai aur gunehgaron ki madad karne wala koi nahi hoga*
 *Al Quran Surah Maeed 5.Aayat 72,*
 *Nabi Kareem Sallallahu Alahiwa Sallam Ne Farmaya
*إِذَااسْتَعَنْتَ فَاسْتَعِنْ بِاللهِ*

*Izasta'anta fasta'in billaah*

Tarjama: Jab tum madad maango to Allah Ta'ala hi se madad maango

Tirmizi: 2516*
*Comment*
 *Aaj Ke Daur Ka Qabar parast Makkah ke mushrikeen ko Maat de gaya
*Ambiya ko Pukarne wale Auliya Ko Pukarne wale Baghdadi Baba Ko ajmeri Khwaja Ko Ghode Shah ko Chuna Shah ko Noorullah shah ko Data peer ko  Pukarne wale Jaan le Allah Shirk ko Kabhi Muaf nahi karta hai*
________________________
*Syed Naushad
____________________
Share:

Shauher ki Na Shukri karna Kaisa Hai?

Shohar Ki Na Shukri

Hazrat Abdullah ibne Abbaas Raziyallahu Anhuma Se nakal karte hai ke _*RasoolAllah ﷺ*_ ne farmaya: mujhe dozakh dikhlai gayi to is me zeyada tar Aurte'n thi jo kufr karti hai. kaha gaya ya Rasoolallah! kya woh Allah ke sath kufr karti hai ? Aap (ﷺ) ne farmaya ke shohar ki na shukri karti hai. aur ehsan ki na shukri karti hai. agar tum Umar bhar un me se kisi ke sath ehsaan karte raho. phir tumhari taraf se kabhi koi unke khayal me nagawari ki baat ho jaye to foran keh uthengi ke mai ne kabhi bhi tujh se koi bhalai nahi dekhi.
عبداللہ ابن عباس رضی اللہ عنہما سے نقل کرتے ہیں کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: مجھے دوزخ دکھلائی گئی تو اس میں زیادہ تر عورتیں تھیں جو کفر کرتی ہیں۔ کہا گیا یا رسول اللہ! کیا وہ اللہ کے ساتھ کفر کرتی ہیں؟ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ خاوند کی ناشکری کرتی ہیں۔ اور احسان کی ناشکری کرتی ہیں۔ اگر تم عمر بھر ان میں سے کسی کے ساتھ احسان کرتے رہو۔ پھر تمہاری طرف سے کبھی کوئی ان کے خیال میں ناگواری کی بات ہو جائے تو فوراً کہہ اٹھے گی کہ میں نے کبھی بھی تجھ سے کوئی بھلائی نہیں دیکھی۔
Narrated Ibn 'Abbas: The Prophet ﷺ said: “I was shown the Hell-fire and that the majority of its dwellers were women who were ungrateful. It was asked, Do they disbelieve in Allah? (or are they ungrateful to Allah?) He replied, They are ungrateful to their husbands and are ungrateful for the favors and the good (charitable deeds) done to them. If you have always been good (benevolent) to one of them and then she sees something in you (not of her liking), she will say, 'I have never received any good from you.
ReF      [Sahih Bukhari-29]
Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS