find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label Quran o Hadeeth ki Raushani me.. mm. Md Rehan Fazal Findmrf blog. Show all posts
Showing posts with label Quran o Hadeeth ki Raushani me.. mm. Md Rehan Fazal Findmrf blog. Show all posts

"Rabbana Walakal Hamd"ke sath Sath "Hamadan kaseeran Tayyiban Mubarakan Fih"Kahne ki Fazilat.

🍃 *Bismillahirrahmanirrahim* 🍃

🍀 *《 RABBANA WALAKAL HAMD 》KE SATH SATH《 HAMDAN KATHIRAN TAYYIBAN MUBARAKN FIH 》KAHNE KI FAZEELAT.* 🍀

🌴 *Arabic* 🌴

   ‏‏‏‏‏‏عَنْ رِفَاعَةَ بْنِ رَافِعٍ الزُّرَقِيِّ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ ""كُنَّا يَوْمًا نُصَلِّي وَرَاءَ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ، ‏‏‏‏‏‏فَلَمَّا رَفَعَ رَأْسَهُ مِنَ الرَّكْعَةِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ سَمِعَ اللَّهُ لِمَنْ حَمِدَهُ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ رَجُلٌ وَرَاءَهُ:‏‏‏‏ رَبَّنَا وَلَكَ الْحَمْدُ حَمْدًا كَثِيرًا طَيِّبًا مُبَارَكًا فِيهِ، ‏‏‏‏‏‏فَلَمَّا انْصَرَفَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ مَنِ الْمُتَكَلِّمُ؟ قَالَ:‏‏‏‏ أَنَا، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ رَأَيْتُ بِضْعَةً وَثَلَاثِينَ مَلَكًا يَبْتَدِرُونَهَا أَيُّهُمْ يَكْتُبُهَا أَوَّلُ"".

🌴 *Roman Urdu* 🌴

  Hazrat Rifa`a bin Rafi` Az-Zuraq farmate hai ke Hum Nabi Kareem sallallahu alaihi wasallam ki iqteda mein Namaz padh rahe thay. Jab Aap sallallahu alaihi wasallam Rukoo se sir uthate to《 Sami`a l-lahu liman Hamidah  kahte. Ek shakhs ne peechhe se kaha《 Rabbana wa laka l-hamdu, hamdan kathiran taiyiban mubarakan fihi 》Aap sallallahu alaihi wasallam Namaz se farigh ho kar poocha ke kis ne yeh kalimat kahe hain? Uss shakhs ne jawab diya ke maine. Is par Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ke Maine tees (30) se ziyadah farishto ko dekha ke in kalimat ko likhne mein woh ek doosre se jaldi kar rahe thay.

🌴 *Urdu* 🌴

   حضرت رفاعہ بن رافع زرقی سے،روایت ہے کہ ہم نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی اقتداء میں نماز پڑھ رہے تھے۔ جب آپ رکوع سے سر اٹھاتے تو «سمع الله لمن حمده» کہتے۔ ایک شخص نے پیچھے سے کہا «ربنا ولك الحمد،‏‏‏‏ حمدا كثيرا طيبا مباركا فيه» آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے نماز سے فارغ ہو کر دریافت فرمایا کہ کس نے یہ کلمات کہے ہیں، اس شخص نے جواب دیا کہ میں نے۔ اس پر آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میں نے تیس سے زیادہ فرشتوں کو دیکھا کہ ان کلمات کو لکھنے میں وہ ایک دوسرے پر سبقت لے جانا چاہتے تھے۔

🌴 *English* 🌴

 
  Narrated Rifa`a bin Rafi` Az-Zuraqi: One day we were praying behind the Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam. When he raised his head from bowing, he said,《 Sami`a l-lahu liman hamidah 》A man behind him said, 《 Rabbana wa laka l-hamdu, hamdan kathiran taiyiban mubarakan fihi》 (O our Lord! All the praises are for You, many good and blessed praises). When the Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam completed the prayer, he asked, Who has said these words? The man replied, I. The Rasoolullah sallallahu alaihi wasallam said, I saw over thirty angels competing to write it first.

💐 *Sahih Bukhari* 💐
💐 *Hadith : 799* 💐

Share:

Nabi ki Sunnat.

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃

🌹حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ الصَّبَّاحِ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ أَنْبَأَنَا جَرِيرٌ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ الْأَعْمَشِ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي صَالِحٍ، ‏‏‏‏‏‏عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‏‏‏‏  ذَرُونِي مَا تَرَكْتُكُمْ فَإِنَّمَا هَلَكَ مَنْ كَانَ قَبْلَكُمْ بِسُؤَالِهِمْ، ‏‏‏‏‏‏وَاخْتِلَافِهِمْ عَلَى أَنْبِيَائِهِمْ، ‏‏‏‏‏‏فَإِذَا أَمَرْتُكُمْ بِشَيْءٍ فَخُذُوا مِنْهُ مَا اسْتَطَعْتُمْ، ‏‏‏‏‏‏وَإِذَا نَهَيْتُكُمْ عَنْ شَيْءٍ فَانْتَهُوا .

🌺रसूल अल्लाह ﷺ ने फ़रमाया: जो चीज़ मैंने तुम्हें ना बताई हो उसे यूँही रहने दो, इसलिए की तुमसे पहले की उम्मतें ज़्यादा सवाल और अपने अंबिया से इख़तिलाफ़ की वजह से हलाक हुईं, लिहाज़ा जब मैं तुम्हें किसी चीज़ का हुक्म दूं तो ताक़त भर इस पर अमल करो, और जब किसी चीज़ से मना कर दूं तो इस से रुक जाओ।

🌹Rasool Allah ﷺ ne farmaya: ”jo cheez mein ne tumhe nah batayi ho usay yun hi rehne do, isliye ke tum se pehlay ki ummate zeyada sawal aur apne ambiya se ikhtilaaf ki wajah se halaak huyi, lehaza jab main tumhe kisi cheez ka hukm dun to taqat bhar is par amal karo, aur jab kisi cheez se mana kar du to is se ruk jao“.

🌺رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جو چیز میں نے تمہیں نہ بتائی ہو اسے یوں ہی رہنے دو ۱؎، اس لیے کہ تم سے پہلے کی امتیں زیادہ سوال اور اپنے انبیاء سے اختلاف کی وجہ سے ہلاک ہوئیں، لہٰذا جب میں تمہیں کسی چیز کا حکم دوں تو طاقت بھر اس پر عمل کرو، اور جب کسی چیز سے منع کر دوں تو اس سے رک جاؤ“۔

🌹The messenger of Allah ﷺ said: 'Leave me as I have left you (Don't ask me the minor things that I have avoided to tell you). For those who came before you were doomed because of their questions and differences with their Prophets. If I commanded you to do something, then do as much of it as you can, and if I forbid you from doing something, then refrain from it.'

📜 *wazahat:* is hadees mein Allah ke rasool ﷺ ne do ahem baton ki baton ki taraf rahnumayi ki hai un mein se ek ita'at rasool hai jo deen ke arkaan mein ek ahem hissa bhi hai jis ko Allah taala ne quran ke aksar muqamaat par ita'at rasool ya itteba e rasool ka hukm diya hai aur agar hum quran ka bagaur mutala karen to yeh baat wazeh taur par samajh mein ayegi ke Ambiya alaihe salam ki takhleeq ka maqsad bhi yahi tha ke log un ki ita'at wa farma bardari karen aur unke hukmon ko apni zindagi ka namuna banayen jaisa ke Allah rabbul alameen ne quran Majeed mein bayan farmaya hai: _Hum ney her her rasool ko sirf iss liye bheja kay Allah Taalaa kay hukum say uss ki farmanbardari ki jaye [📖Quran 4:64]._ Allah ne aage irshad farmaya _jis ne rasool ﷺ ki ita'at ki usi ne Allah ki ita'at ki [📖Quran 4:80]_ wahi ek aur moqam par Allah azzo wajal ne irshad farmaya _rasool ﷺ jo kuch tumhe de use le lo aur jis chiz se rok de ruk jao... [📖Quran 59:7]_ nabi kareem ﷺ ne farmaya: *saari ummat jannat mein jayegi siwaye unke jinhon ne inkaar kiya sahaba ne arz kiya ya rasool Allah! inkaar kaun karega? farmaya ke: jo meri ita'at karega woh jannat mein daakhil hoga aur jo meri nafarmani karega isne inkaar kiya* [📚Bukhari: 7280].

📚 _*Sunan ibne majah: jild 1, kitab Al sunnah 1, hadith no. 2*_
*Grade Sahih*

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Share:

Nabi ke wafat ke waqt ka Byan

✨💖اَلسَّلَامُ عَلَیّکُمٌ وَرَحٔمَتُہ اللهِ وَبَرَکَاتَه ✨💖

NABI ﷺ KI WAFAAT KE WAQT KA BAYAN😭😭😭😭

💖✨ ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ💖✨

Huzur ﷺ ke Wafaat ka waqt🙁

Hajrat:- Umar Farooq R.A.:– wafaat ki khabar sun ker inke hosh jaate rahe aur wo khare ho ker kahne lage “ Kuch Munafeqeen Samajhte hai Rasulullah ﷺ  ki Wafaat ho Gai Lekin Haqeeqat ye hai ke Rasululllah ﷺ  ki Wafaat nahi hui , Balke Aap apne Rabb ke paas Tashreef le gaye hai🙁

Jis Tarah Musa bin Imran Alaihisalam Tashreef le gaye the aur apni Qaum se 40 raat Gayeb rah ker unke paas fir waapis aa gaye the, halake waapsi se pahle kaha jar aha tha ke wo intaqaal ker gaye hai💖✨

Khuda ki kasam Rasulullah ﷺ  bhi juror palat ker aayenge aur un logo ke haath Paao kaat daalenge jo Samajhte hai ke Aap ﷺ  ki Maut waqe Ho chuki hai🙁

Hajrath Abu Bakr R.A.:– Mere Maa Baap Aap per Qurbaan , Allah aap par 2 Maut Jama Nahi karega, jo Maut Aap per likh di gait hi wo aap ko aachuki🙁

Us ke baad Abu Bakr Bahar Tashreef Laye us waqt bhi Hajrat umar r.a. logo se baate ker rahe the, hajrat Abu Bakr ne un se kaha Umar Baith Jao, Hajrat umar R.A. ne Baithne Se inkaar kar dia. Sahaba Hajrath umar ko chor ker Hajrat abu bakr ki taraf Mutawajja ho gaye. Hajrat Abu Bakr ne Fermaya (ghaur se sunne wali baat hai) 💖✨

_اَللّٰہُ  ki hamd o Sana bayaan ki

Amma Baad” Tum me se jo shakhs Muhammad ﷺ  ki Ibaadat (Pooja) Karta tha wo jaan le ke Muhammad ﷺ  ki Maut waaqe ho chuki hai . Aur tum me se jo shakhs Allah ki ibaadat kerta tha to yaqeenann Allah humesha zinda Rahne wala hai , kabhi nahi marega💖✨

Fir unhone ye ayat parhi. Soorah  al-e-Imran {3 : 144 }📚

“ Muhamad ﷺ nahi hai mager Rasool hi un se pahle bhi bahut se Rasool guzar chuke hai . to kya ager wo mar jaye ya un ki maut waaqih ho jaaye ya qatl ker diye jaye to tum log kya Aeeri ke bal palat jaaoge❓

Aur jo shakhs Apne Aeeri ke bal palat jaye to yaad rakhe ke wo Allah ka kuch nuksaan nahi pahucha sakta. Aur Anqareeb Allah shukr karne walo ko Jaza dega. Uske baad Hajrat umar ne Fermaya mai ne jo hi Abu bakr ko Telawat kerte hue suni intahai Mutahhyer aur dahshat zada ho ker rah gaya . Hatta ke mere paao mujhe uthha hi nahi rahe the aur hatta ke Abu bakr ko us ayat ki talaawat kerte sun ker mai zameen per gir Para.kyoke mai jaan gaya waqai Nabi ﷺ  ko wafaat  aa chuki hai😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭

Ibne Hishaam = 2 /655 } {Bukhari = 2 / 640-641 📚

*Allah se dua h k wo hame kehne sunne se zyada Amal ki taufeeq ata farmaye ameen ya rabbul alameen*

🌹🍂🌹🍂🌹🍂🌹🌹🍂🌹🍂🌹🍂🌹🍂

🅦🅐🅢🅢🅐🅛🅐🅐🅜

🅙🅐🅩🅐🅚🅐🅛🅛🅐🅗 
🅚🅗🅐🅘🅡

🅢🅗🅐🅡🅔  🅦🅘🅣🅗 🅨🅞🅤🅡 🅕🅐🅜🅘🅛🅨 🅐🅝🅓 🅕🅡🅘🅔🅝🅓🅢
 

Share:

Aaj ki Achi Baat.

🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂

🔅 🔆 *Aaj ki pyari dua !* 🔆 🔅

  *

*Raat me murg (rooster) ki awaaz sune to ye dua padhe !*

   *اللَّهُمَّ إِنِّي أَسْأَلُكَ مِنْ فَضْلِكَ ‏"‏ ‏*

*allahumma inni as'aluka min fazlik*

*Aye Allah ! Mai tujh se tera fazl maangta hoon.*

*English translation*

*O Allah! I beg of Thee Thy Grace.*

*[ Sahih al-Bukhari : 3303 ]*

----------------------------------------------------

Share:

Tum Par Salamti Ho Aur Allah ki Rahmat ho.

*♡...Aˢˢᴬᴸᴬᴹᵁ     Aᴸᴬᴵᴷᵁᴹ    Wᴬ Rᴱᴴᴹᴬᵀᵁᴸᴸᴬᴴᴵ   Wᴬ  Bᴬᴿᴬᴷᴬᵀᴬᴴᵁ...♡*

*{Tum Par Salamati Ho Aur ALLAH Ki Rahamat Aur Us Ki Barkate Ho}*
🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋
🌷  ▫  *Aaj Ki Hadees*  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Abu Hurairah Raziyallahu Anhu Rasulullah ﷺ se Hadees-e-Qudsi mein Apne Rabb ka ye irshaad-e-Mubarak naql farmaate hain: Jis bande ki main do mehboob tareen cheezein yani aankhein le loon aur wo us par sabr kare aur ajar wa sawaab ki ummeed rakhe to Main uske liye jannat se kam badle par raazi nahi hunga. (Tirmizi: 2401)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋

Share:

Hme kin Logon ki Duwaon Ki Wajeh se Rizq Milti Hai.

*🍃🌹Assalamu Alaikum wa*
*Rahamatullahi wa*
*Barakatahu🌹🍃*

*🌹Bismillahirrahmanirrahim🌹*

*👉Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai🌹🍃*

*👉Hazrat Abu darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki🌹🍃*

*👉Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya🌹🍃*

*👉Mere liye , kamjor logon ko talash karo kyunki tumhey unhi ki wajah se rozi milti hai aur unhi ki wajah se tumhari madad ki jati hai🌹🍃*

*👉📗Sunan Abu Dawud, Jild 2, 822-Sahih*

*👉Hazrat Mus'ab bin Sad Radiallahu anhu se rivayat hai ki🌹🍃*

*👉RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya🌹🍃*

*👉Tum logon ko kamzor maazur logon ki duaaon ki wajah se (Allah ki taraf se) madad aur Rizq diya jata hai🌹🍃*

*👉📗Sahih Bukhari, Jild 4, 2896*
_____________________________
*👉Allah ki bandagi karo aur kisi ko iska sharik na karo aur Maa baap ke saath neki karo aur rishtedaro aur yateemo aur miskeeno aur qareebi humsayo aur ajnabi humsayo aur paas baithne walo aur musafiro aur ghulamo ke saath bhi neki karo, beshak Allah itrane wale aur fakhr (ghamand) karne walo ko pasand nahi karta🌹🍃*

*👉📗AL Quran , Surah An-Nisa (4) , Verse 36*

*👉Jo kuch neki (tum)  apne waste aage bhejoge to usko ALLAH ke paas behtar aur badey Ajar ki cheez paoge aur ALLAH se bakhshish maango beshak ALLAH Bakhshne wala aur nihayat Raham wala hai🌹🍃*

*👉📗Surah Al-Muzzammil (73), #20*
____________________________
*🕋Dawat e Tauheed 🕋

Share:

Kya khijir Ka Name Aur Kanit yad karne ki koi fazilat hai?

✒ *جواب از: عمران احمد ریاض الدین سلفی*

🕌 *داعی و مبلغ اسلامک دعوہ سنٹر طائف (سعودی عرب)* 
*_____________________________________*

📜 *سوال: کیا حضرت خضر کا نام اور کنیت یاد کرنے کی کوئی فضیلت ہے؟ کیونکہ کچھ لوگ کہتے ہیں کہ بعض عارفین نے کہا کہ جو بھی حضرت خضر کا نام ان کے والد کا نام اور ان کی کنیت یاد کر لے تو اس کا خاتمہ ایمان پر ہوگا؟*

*جواب :* حضرت خضر علیہ السلام ایک ایسی شخصیت کا نام ہے جن کے متعلق کتب تاریخ و سیر میں کئی معاملوں میں  اختلاف پایا جاتا ہے مثلا آپ کا نام کیاہے؟،آپ زندہ ہیں یا آپ کی وفات ہو چکی ہے وغیرہ وغیرہ جبکہ قرآن مجید اور صحیح احادیث میں آپ کی زندگی کے بعض پہلو پر روشنی ڈالی گئی ہےلیکن صراحت کے ساتھ نہ قرآن میں اور نہ ہی حدیث میں آپ کے نام یا کنیت کا تذکرہ  ملتاہےمگر تاریخ کی کتابوں میں آپ کے متعدد نام کا تذکرہ ملتا ہے مثلا  بلیا،ایلیا بن ملکان بن فالغ بن عابر بن شالخ بن ارفخشذ بن سالم بن نوح علیہ السلام،ایسے ہی خضرون بن عماعییل بن لایقفز بن العیص بن اسحق بن ابراہیم علیہ السلام،ایسے ہی ارمیا بن خلقیا وغیرہ (البدایہ و النہایہ /الجزء الاول / ذکر قصتی الخضر و الیاس علیھما السلام)۔
جہاں تک خضر علیہ السلام کا نام اور ان کی کنیت کے یاد کرنے کی بات ہے تو اس تعلق سے کتاب و سنت میں کوئی صحیح دلیل نہیں ملتی اور سوال میں مذکور کہ بعض عارفین کا قول ہے تو اس بات کو مدنظر رکھیں کہ اسلام میں کسی بھی مسئلہ میں دلیل کتاب و سنت سے لی جائے گی نہ کہ کسی شخصیت کے قول و عمل کو اپنے لئے دلیل بنایا جائے گااور عارفین،غوث ،کتب ،ابدال،وتد وغیرہ یہ صوفیاء کی مخصوص اصطلاحات ہیں  اور دین اسلام کی خالص تعلیمات صوفیت سے پاک و منزہ ہے۔

Share:

Kya khijir Ka Name Aur Kanit yad karne ki koi fazilat hai?

✒ *جواب از: عمران احمد ریاض الدین سلفی*

🕌 *داعی و مبلغ اسلامک دعوہ سنٹر طائف (سعودی عرب)* 
*_____________________________________*

📜 *سوال: کیا حضرت خضر کا نام اور کنیت یاد کرنے کی کوئی فضیلت ہے؟ کیونکہ کچھ لوگ کہتے ہیں کہ بعض عارفین نے کہا کہ جو بھی حضرت خضر کا نام ان کے والد کا نام اور ان کی کنیت یاد کر لے تو اس کا خاتمہ ایمان پر ہوگا؟*

*جواب :* حضرت خضر علیہ السلام ایک ایسی شخصیت کا نام ہے جن کے متعلق کتب تاریخ و سیر میں کئی معاملوں میں  اختلاف پایا جاتا ہے مثلا آپ کا نام کیاہے؟،آپ زندہ ہیں یا آپ کی وفات ہو چکی ہے وغیرہ وغیرہ جبکہ قرآن مجید اور صحیح احادیث میں آپ کی زندگی کے بعض پہلو پر روشنی ڈالی گئی ہےلیکن صراحت کے ساتھ نہ قرآن میں اور نہ ہی حدیث میں آپ کے نام یا کنیت کا تذکرہ  ملتاہےمگر تاریخ کی کتابوں میں آپ کے متعدد نام کا تذکرہ ملتا ہے مثلا  بلیا،ایلیا بن ملکان بن فالغ بن عابر بن شالخ بن ارفخشذ بن سالم بن نوح علیہ السلام،ایسے ہی خضرون بن عماعییل بن لایقفز بن العیص بن اسحق بن ابراہیم علیہ السلام،ایسے ہی ارمیا بن خلقیا وغیرہ (البدایہ و النہایہ /الجزء الاول / ذکر قصتی الخضر و الیاس علیھما السلام)۔
جہاں تک خضر علیہ السلام کا نام اور ان کی کنیت کے یاد کرنے کی بات ہے تو اس تعلق سے کتاب و سنت میں کوئی صحیح دلیل نہیں ملتی اور سوال میں مذکور کہ بعض عارفین کا قول ہے تو اس بات کو مدنظر رکھیں کہ اسلام میں کسی بھی مسئلہ میں دلیل کتاب و سنت سے لی جائے گی نہ کہ کسی شخصیت کے قول و عمل کو اپنے لئے دلیل بنایا جائے گااور عارفین،غوث ،کتب ،ابدال،وتد وغیرہ یہ صوفیاء کی مخصوص اصطلاحات ہیں  اور دین اسلام کی خالص تعلیمات صوفیت سے پاک و منزہ ہے۔

Share:

Sisila Sahi Fazail-E-Amaal.

*​​​​​​​​​​​​🌴 ​•‍━━•••◆◉ ﷽ ◉◆•••‍━━•​🌴​​​​​​*

*​​​​​​📚سلسلہ صحیح فضـــائلِ اعمال🌴​​​​​​*

```🌹عــــــلم حاصـــل کرنے کی فــضیلت```

🌴"یَرۡفَعِ اللّٰہُ  الَّذِیۡنَ اٰمَنُوۡا مِنۡکُمۡ ۙ وَ الَّذِیۡنَ  اُوۡتُوا  الۡعِلۡمَ دَرَجٰتٍ ؕ"

*📚تم میں سے جـو لوگ ایمان لائے ہیں اور جن کو عــلم عطا کیا گیا ہے اللہ ان کو درجـــوں میں بلند کرے گا* (المجادلہ:۱۱)

🌴"قُلۡ ہَلۡ یَسۡتَوِی الَّذِیۡنَ یَعۡلَمُوۡنَ وَ الَّذِیۡنَ لَا یَعۡلَمُوۡنَ ؕ"

*📚کہو!!کہ کیا علـم جاننے اور نا جاننے والے سب برابر ہو سکتے ہیں ؟؟*(الزمر:۹)

*🌴اللہ عزوجل جــس کے ساتھ کوئی بھلائی اور خـــیر کا ارادہ چاہتا ہے تو اس کو دین کی سمجـھ بوجھ عطا فرماتا ہے“(بخاری:71)*

*🌴جو شخص کسی ایسے راستے پر چلے جس میں علم کو تلاش کر رہا ہو تو اللہ تعالٰی اس کے لئے جنت کا راستہ آسان فرما دیتے ہیں “(ترمذی/2646)*

*_✒وضــــــاحت:::_*علـم کی تلاش کے لئے سفـــر کرنے اور کسی جگہ جانے میں وہ حقیقی راستہ بھی داخل ہے جیسے دور دراز کا سفر طے کرکے علماء اور فقہاء کے یہاں حاضر ہوا جائے اور اس تلاشِ علم کے اندر وہ معنوی راستہ داخل ہے جو علم کے حصول کا ذریعہ اور سبب ہوتاہے ،جیسے عــلم کا یاد کرنا او ر اس کا سمجھنا اور علم کا مذاکرہ وغیرہ ہےـــ

📚🌴⁩┈┈┈┈•✶✾✶•┈┈┈📚🌴

Share:

Rukoo Aur Sajda Puri tarah nahi karne walo ke liye Sahabi-E-Rasool ka Fatwah.

🍃 *Bismillahirrahmanirrahim* 🍃

🍀 *RUKOO AUR SAJDAH POORI TARAH NAHI KARNE WALO KE LIYE SAHABI E RASOOL KA FATWAH.* 🍀

🌴 *Arabic* 🌴

  زَيْدَ بْنَ وَهْبٍ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ ""رَأَى حُذَيْفَةُ رَجُلًا لَا يُتِمُّ الرُّكُوعَ وَالسُّجُودَ، ‏‏‏‏‏‏قَالَ:‏‏‏‏ مَا صَلَّيْتَ، ‏‏‏‏‏‏وَلَوْ مُتَّ مُتَّ عَلَى غَيْرِ الْفِطْرَةِ الَّتِي فَطَرَ اللَّهُ مُحَمَّدًا صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ عَلَيْهَا"".

🌴 *Roman Urdu* 🌴

  Zaid bin Wahab  Hazrat Huzaifah radiyallahu anhu ne ek shakhs ko dekha ke na woh rukoo poori tarah karta hai na sajdah. Is liye aap ne uss se kaha ke tum ne Namaz nahi padhi aur agar tum mar gaye to tumhari maut uss sunnat par nahi hogi jis par Allah ta"ala ne Mohammad sallallahu alaihi wasallam ko paida kiya tha.

🌴 *Urdu* 🌴

  زید بن وہب نے بیان کیا کہ حضرت حذیفہ بن یمان رضی اللہ عنہ نے ایک شخص کو دیکھا کہ نہ رکوع پوری طرح کرتا ہے نہ سجدہ۔ اس لیے آپ نے اس سے کہا کہ تم نے نماز ہی نہیں پڑھی اور اگر تم مر گئے تو تمہاری موت اس سنت پر نہیں ہو گی جس پر اللہ تعالیٰ نے محمد صلی اللہ علیہ وسلم کو پیدا کیا تھا۔

🌴 *English* 🌴

     Narrated Zaid bin Wahab : Hudhaifa saw a person who was not performing the bowing and prostration perfectly. He said to him, You have not prayed and if you should die you would die on a religion other than that of Muhammad.

💐 *Sahih Bukhari* 💐
💐 *Hadith : 791* 💐

🌹
🌹 *Jazakallah khair* 🌹

Share:

The Action Of The Heart are The Foundation Of beleif

The actions of the HEART are the FOUNDATION (of belief)

“Know O beloved reader that it is most important to spend one’s time and energy in treating the heart, and hastening to correct and purify it from sickness and all sins. This is due to the heart occupying a great and lofty position in Islaam, for it is the place to which the Lord looks and the STOREHOUSE FOR TAWEED, FAITH, and SINCERITY. Actions are distinguished, one from the other, with respect to their excellence in the Sight of Allaah in accordance with the condition of the heart, not by their number or form, but rather due to the strength of the caller, his or her truthfulness, his or her sincerity and the extent to which he or she prefers Allaah over himself or herself …"
- Shaykhul Islaam Ibn Taymiyyah

From the hadeeth:
An-Nu`man bin Bashir (may Allaah be pleased with them) reported: the Messenger of Allaah (sallallaahu 'alayhi wa sallam) said,
“What is lawful is clear and what is unlawful is clear, but between them are certain DOUBTFUL things which many people do not know. So he who guards against doubtful things keeps his religion and his honour blameless. But he who falls into doubtful things falls into that which is unlawful, just as a shepherd who grazes his cattle in the vicinity of a pasture declared prohibited (by the king); he is likely to stray into the pasture. Mind you, every king has a protected pasture and Allaah’s involved limits is that which He has declared unlawful. Verily, there is a piece of flesh in the body, if it is healthy, the whole body is healthy,  and if it is corrupt, the whole body is corrupt. Verily, it is the heart.”
[Al-Bukhaari and Muslim]

Share:

Jab Tum mein Se kisi ko apni Namaj mein Shaq ho jaye to Salam se pahle do Sazde (Sajde Sahu) Kar Le.

*🌼🌺AssAlaMu Alaikum wa*
*Rahamatullahi wa*
*Barakatahu🌺🌼*
______________________________
*🌼Bismillahirrahmanirrahim🌼*

*👉jab tum mein se kisi ko apni namaz mein shaq ho jaye ( ki kitni raakat padhi) to salam se pahle do sazde ( Sazda e sahu) kar le🌼🌺*

*👉Abu Saeed Khudhri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki🌼🌺*

*👉Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya🌺🌼*

*👉Jab tum mein se kisi ko apni namaz mein shaq ho jaye ( ki kitni raakat padhi) aur malum na ho ki teen padhi ya char , to shaq ko dur kare aur salam se pahle do sazde ( Sazda e sahu) kar le, agar usne 5 rakat padhi hain to ye sazde milkar 6 rakat ho jayegi aur agar puri 4 padhi hain to in dono sazdo se shaitan ke munh mein khak padh jayegi🌺🌼*

*👉📚Sahih Muslim, Vol 2, 1272*

*👉Abdullah bin malik Radhi allahu anhu se rivayat hai ki🌼🌺*

*👉Ek baar Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam dusri rakat mein khade ho gaye ( jismein baithana chahiye tha) Phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam namaz padhte gaye aur jab namaz tamam huyee to salam se pahle do sazde kiye🌺🌼*

*👉📚Sahih Muslim, Vol 2,1271*

*👉Abdullah bin masood Radhi allahu anhu se rivayat ki🌺🌼*

*👉Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne dhuhar ki 5 rakat padhi jismein salam phera to logo ne kaha ki kya namaz zyada ho gayee ?🌺🌼*

*👉Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya🌺🌼*

*👉Kaise ?unhone kaha ki aap ne 5 rakat padh li to phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne do sazde kiya🌺🌼*

*👉📚Sahih Muslim, Vol 2, 1281*

*👉Abdullah bin masood Radhi allahu anhu se rivayat ki🌺🌼*

*👉Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne ek baar humko (4 ki jagah) 5 rakat padha di, humne arz kiya YA Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam kya namaz badh gayee to🌺🌼*

*👉Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya🌺🌼*

*👉Kaise , humne kaha aapne 5 rakaat padha di to🌺🌼*

*👉Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya🌺🌼*

*👉Main bhi tumhari tarah ek aadmi hu , jis tarah tum yaad rakhte ho main yaad rakhta hu aur jis tarah tum bhul jate ho main bhi bhul jata hu , iske baad Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne ( sazda e sahu ke) 2 Sazde kiye.🌺🌼*

*👉📚Sahih Muslim, Vol 2, 1284*
___________________________
_*🎥Zaroori Elan*_
                 👇
*👉Mere pyare bhaiyo aur bahano aap sabhi se mera guzaris hai ki aaplog Allah Ta'Aala se mere liye dua kijiye ki mera paper achha se ho jaye aur English ka paper alahamdulillah achha se hogya baki paper achha se hojaye Allah Ta'Aala se mere liye duaa kijiye🌺🌼*
____________________________
*🕋Deen-E-Islam ki Batein
_*🎙By Shamim Alam*_

Share:

Nya Kapde Pahanne ki Dua

🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂

🔅 🔆 *Aaj ki pyari dua !* 🔆 🔅

  *☀  🌙*

*Jab Nabi (ﷺ) koe naya kapda pehnte to uska naam lete jaise amama (pagdi),qamiis ya chadar phir ye dua padhte !*

   *اللَّهُمَّ لَكَ الْحَمْدُ أَنْتَ كَسَوْتَنِيهِ أَسْأَلُكَ خَيْرَهُ وَخَيْرَ مَا صُنِعَ لَهُ وَأَعُوذُ بِكَ مِنْ شَرِّهِ وَشَرِّ مَا صُنِعَ لَهُ*

*Allahumma lakal-hamdu, Anta kasawtanihi, as'aluka khairuhu wa khaira ma suni'a lahu, wa a'udhu bika min sharrihi wa sharri ma suni'a lahu*

*Aye Allah ! Teri hi liye tariif hai,tone hi muhje ye pehnaya hai,mai tumse iski khair (achai) aur is cheez ki khair ka talab gaar hoon jiske liye ye banaya gaya hai,aur iski shar (burai) aur is cheez ke shar se teri panah maangta hoon jiske liye ye banaya gaya hai.*

*English translation*

*O Allah! For You is the praise, You have clothed me, I ask You for its good and the god for which it was made, and I seek refuge in You from its evil and the evil for which it was made.*

*[ Jami` at-Tirmidhi 1767 ]*

----------------------------------------------------

Share:

Juma ko jyada se Jyada Durud Padhna Chahiye.

🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺

Jum'a ko zyada se zyada durood padhna chahiye
( Kitab-Abu Dawud
Hadees No. 1047)

🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸🌸

"Durood ek Dua he
Jo ham Rasul
sallallahu alaihiwasallam ke liye Allah se mangte he"
💐💐💐💐💐💐💐💐

"Sabse Afzal Durood
Durood-e-Ibrahim he
Jo ham Namaz me Padhte hai jiska matlab he

Ay Allah Rehmat nazil farma Muhammad
Sallallahu alahiwasallam par  Or unki Aal-Aulaad par,
Jese ke tune rehmat naazil farmayi Ibrahim alaihissalam par
Aur unki Aal_Aulaad par

Beshak tu Taarif ke layak Buzurgi wala hai..!

🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺🌺 👉1⃣Jumme ke din janha do aadmi baithe ho un ke beech me dakhil na ho

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉2⃣Jumme ke din kisi musalmaan bhai ko uski jagah se utha kar khud wanha na nbaithe
👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉Sahi bukhari jild no : 2
👉Hadith no : 910/11
👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉 Jumme ke Khutbe ke dauran jab koi masjid me dakhil ho tou halki 2 rakte tehtul masjid padhle baithne se pehele

🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇

👉Sahi bukhari jild no : 2
👉Hadith no : 931

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

👉 janab ibne umar radhi Allahu talanahu se riwayat hai ke rasool Allah sallallahu alaihi wasallam jumme ke baad apne ghar me 2 rakaate padhte the

👉 tashri : yeh amal ghar par padhne ke liye hai muqtadi masjid me hai tou 4 rakaate padhega aur ghar par padhni hai tou 2 rakaate
Wallahu aalam

👉 Sunan nisai jild no : 4

👉 Hadith no : 1429

👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴👇🌴

Share:

Aaj ki Achi Baat..

🍂🌿🍂🌿  ﷽  🌿🍂🌿🍂
          *︵︷︵︷︵︷︵︷︵​︷︵*
         *✧​ Aaj Ki Achchi Baat ✧​*
          *︶︸︶︸︶︸︶︸︶︸︶*
        

     _❧ Shak Ek Aisi Bimari Hai,_

_❧ Jo Insaan Ka Sukun Khatam_
                  _Kar deti Hain.._

🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿🍂🌿

Share:

Aaj ki Hadeeth.....

*♡...Aˢˢᴬᴸᴬᴹᵁ     Aᴸᴬᴵᴷᵁᴹ    Wᴬ Rᴱᴴᴹᴬᵀᵁᴸᴸᴬᴴᴵ   Wᴬ  Bᴬᴿᴬᴷᴬᵀᴬᴴᵁ...♡*
{Tum Par Salamati Ho Aur ALLAH Ki Rahamat Aur Us Ki Barkate Ho}
🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋
🌷  ▫  *Aaj Ki Hadees*  ▫  🌷
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍁 Hazrat Jarir Raziyallahu Anhu riwaayat karte hain ke Nabi Kareem ﷺ ne irshaad farmaaya: Jo shakhs narmi (ki sifat) se mehroom raha, wo (saari) bhalayi se mehroom raha. (Muslim: 6598)
〰〰〰〰〰〰〰〰〰〰
🍃🎋🍃🎋...♡...🎋🍃🎋🍃🎋

Share:

Subah Me Padhe Jane wali Duayein

  {Morning_Reminder}

*BismiAllahiarrahmaniarraheem*

➡️ Recite Aytul kursi (×1)

➡️ Recite Al-Ikhlas (×3)

➡️ Recite Al-Falaq  (×3)

➡️ Recite An-Nas   (×3)

➡️ Allaahumma bika 'asbahnaa, wa bika 'amsaynaa, wa bika nahyaa, wa bika namootu wa 'ilaykan-nushoor (×1)

➡️ Hasbiyallaahu laa 'ilaaha 'illaa
Huwa 'alayhi tawakkaltu wa Huwa Rabbul-'Arshil-'Adheem (×7)

➡️ Bismillaahil-lathee laa yadhurru ma'as-mihi shay'un fil-'ardhi wa laa fis-samaa'i wa Huwas-Samee 'ul- 'Aleem (×3)

➡️ Allaahumma 'Anta Rabbee laa 'ilaaha 'illaa 'Anta, khalaqtanee wa 'anaa 'abduka, wa 'anaa 'alaa 'ahdika wa wa'dika mas-tata'tu, 'a'oothu bika min sharri maa sana'tu, 'aboo'u laka bini'matika 'alayya, wa 'aboo'u bithanbee faghfir lee fa'innahu laa yaghfiruth-thunooba 'illaa 'Anta (×1)

➡️ Radheetu billaahi Rabban, wa bil-'Islaami deenan, wa bi-Muhammadin (sallallaahu 'alayhi wa sallama) Nabiyyan (×3)

➡️ Yaa Hayyu yaa Qayyoomu birahmatika 'astagheethu 'aslih lee sha'nee kullahu wa laa takilnee 'ilaa nafsee tarfata 'aynin (×1)

➡️ Subhaanallaahi wa bihamdihi (×100)

➡️ Laa 'ilaaha 'illallaahu wahdahu laa shareeka lahu, lahul-mulku wa lahul-hamdu, wa Huwa 'alaa kulli shay'in Qadeer (×10 or ×100)

➡️ Subhaanallaahi wa bihamdihi: 'Adada khalqihi, wa ridhaa nafsihi, wa zinata 'arshihi wa midaada kalimaatihi (×3)

➡️ Allaahumma 'innee 'as'aluka 'ilman naafi'an, wa rizqan tayyiban, wa 'amalan mutaqabbalan (×1)

➡️ Astaghfirullaaha wa 'atoobu 'ilayhi (×100)

➡️ Allahumma salli wa sallim 'alaa nabiyyinaa Muhammadin (×10)

{All the dua's above mentioned are authentic with hadeeth num if needed}

Share:

Sabaq Aamoj Mashail

*_Tum log imaaraton mein haraam maal istemaal karne se bacho, is liye ke yeh tabaahi wa barbaadi ki buniyaad hai._*

*(Shoabul Imaan: 10722)*
➖➖➖➖➖➖➖➖➖➖
           *︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽*
            *📚 Aaj  Ka  Sabaq 📚*
           *︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾*
            *🍂 Sabaq no. 1548 🍂*

Share:

Ya Allah Hme Hidayat De.

*Ya allah hamay hedayat day*

👇👇👇👇👇👇👇👇👇

*🔹 Hadith: Jo Farz namaz padhe bagair so jaya karta hai uska sir paththar se kuchla jayega*
-------------
🔹 Samura bin Jundab Radi Allahu Anhu  se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne khwab bayan karte huye farmaya ki jiska sir paththar se kuchla ja raha tha wo Quran ka hafiz tha magar wo Quran se gafil ho gaya aur Farz namaz padhe bagair so jaya karta tha 
Sahih Bukhari,  Jild 2, 1143
-------------
سمرہ بن جندب رضی اللہ عنہ نے بیان کیا ان سے نبی کریم صلی اللہ  علیہ وسلم نے خواب بیان کرتے ہوئے فرمایا کہ جس کا سر پتھر سے کچلا جا رہا تھا وہ قرآن کا حافظ تھا مگر وہ قرآن سے غافل ہو گیا اور فرض نماز پڑھے بغیر سو جایا کرتا تھا ۔
Pصحیح بخاری جلد ۲ ۱۱۴۳

Share:

Durud-E-Ibrahimi

*السَّلاَمُ عَلَيكُم وَرَحمَةُ اللّٰهِ وَبَرَكَاتُهُ*

🍀 *DAROOD E IBRAHEEMI* 🍀

🌴 *Arabic* 🌴

*✨اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا صَلَّيْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيدٌ.✨*
  *✨اللَّهُمَّ بَارِكْ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ، كَمَا بَارَكْتَ عَلَى إِبْرَاهِيمَ، وَعَلَى آلِ إِبْرَاهِيمَ، إِنَّكَ حَمِيدٌ مَجِيد.✨ٌ*

🌴 *Roman Urdu* 🌴

  *✨Aye Allah ta"ala ! apni rahmat naazil farama mohammad sallallahu alaihi wasallam aur aal e muhammad sallallahu alaihi wasallal par jaisa ki tune apni rahmat naazil farmayi  Ibraheem alaihessalam par aur aal e abraaham alaihessalam par. beshak tu badi taarif  wala aur buzurgi wala hai.✨*
  *✨Aye Allah ta"ala ! barkat naazil farama mohammad sallallahu alaihi wasallam par  aur aal e muhammad sallallahu alaihi wasallam par jaisa ki tune barkat naazil farmayi lbraheem alaihessaalam aur aal e  ibraheem par. beshak tu badi taarif wala aur buzurgi wala hai.✨*

💐 *sahih al bukhari* 💐
💐 *hadith : 3370* 💐

🌹 *Jazakallah khair* 🌹

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS