find all Islamic posts in English Roman urdu and Hindi related to Quran,Namz,Hadith,Ramadan,Haz,Zakat,Tauhid,Iman,Shirk,daily hadith,Islamic fatwa on various topics,Ramzan ke masail,namaz ka sahi tareeqa

Showing posts with label aaj ki pyari dua. Show all posts
Showing posts with label aaj ki pyari dua. Show all posts

Aaj ki Hadeeth.

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

    🔅 🔆 *Aaj ki pyari ayat !* 🔆 🔅


فَتَلَقَّىٰ آدَمُ مِن رَّبِّهِ كَلِمَاتٍ فَتَابَ عَلَيْهِ إِنَّهُ هُوَ التَّوَّابُ الرَّحِيمُ

Then Adam received *(some) words from his Lord, so He turned to him mercifully;* surely He is Oft-returning (to mercy), the Merciful.

Ruman Urdu

(hazrath) Aadam (alaihis salam) ne apne rub se *chand batein sikhli aur Allah ta'ala ne un ki tauba quboal farmaayi,* beshak wahi tauba qubaol karne waala aur rahem karne wala hai

(Quran : Surah Al-Baqara,Verse 37 )

*📌 Aadam alaihis Salam Allah se jo mafi mange Qur'an wo waze alfaaz me bayaan karta hai ! Aadam alaihi Salam Allah se kuch kalimaat sikhe hai wo kalimaat kiya hai wo bhi Qur'an me maujud hai,*

*AGAR ARSH PAR KUCH DEKHTE TO WO BHI QUR'AN WAZE ALFAAZ ME BAYAAN KARTA THA❗*

*lekin aysi Koi baat kehna Ke arsh par kuch dekhe the, na to Qur'an me hai aur na hi Koi sahih hadees me hai ! Allah deen ko Qur'an O Hadees Ke mutabiq samajh ne aur us par amal karne ki sahih taufeeq de, Aameen Sum Aameen*

------------------------------------------------------

Share:

Aaj ki Pyari Hadeeth

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

🔅 🔆 *Aaj ki pyari hadees !* 🔆 🔅

   *☀ 🌙*

Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya !

Jab Allah tala maqlooq ko paida kar chuka to apni kitaab (loh e mahafuz) me jo iske pas arsh par maujud hai usne likha ke meri rehmat mere ghussy par ghaalib hai.

English

Allah's Messenger (ﷺ) said :

"When Allah completed the creation, He wrote in His Book which is with Him on His Throne, "My Mercy overpowers My Anger."

[ Sahih Bukhari : 3194 ]

----------------------------------------

Share:

Nya Phal Dekhne Ki Dua.

🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂

🔅 🔆 *Aaj ki pyari dua !* 🔆 🔅

  *☀ 🌙*

*Naya phal (fruit) deykhne ki dua !*

   *"‏ اللَّهُمَّ بَارِكْ لَنَا فِي ثِمَارِنَا وَبَارِكْ لَنَا فِي مَدِينَتِنَا وَبَارِكْ لَنَا فِي صَاعِنَا وَمُدِّنَا *

*Allahumma baarik lana fi shimaa-rina wa-baarik lanaa fi madinatinaa wa-baarik lanaa fi saa-'i-naa wa-fi muddinaa*

*Aye Allah ! Hamare liye hamare phalon me barkat de,aur hamare liye hamare shaehr me barkat de,aur hamare saa me barkat de,hamare mud me barkat de.*

*English translation*

*O Allah, bless for us our fruits, and bless for us our city, and bless for us our Sa` and our Mudd.*

*[ Jami` at-Tirmidhi : 3454 ]*

----------------------------------------------------

Share:

Aaj ki Pyari Hadeeth.

*🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂*

🔅 🔆 *Aaj ki pyari hadees !* 🔆 🔅

   *☀ *

*_Muhammad Sallallahu álayhi wa sallam ne farmaya !_*

*_Sabse badi zeyadati ye hai ke aadmi na haq kisi musalman ki be-izzati kare -_*

*English*

*_The Prophet (ﷺ) said :_*

*_The most prevalent kind of usury is going to lengths in talking unjustly against a Muslim's honour._*

*Grade : Sahih (Al-Albani)*

*[ Sunnan e Abu Dawood : 4876 ]*

*----------------------------------------*

Share:

Aaj ki Pyari Sabaq....

🍂🌿🍂🌿    ﷽    🌿🍂🌿🍂

🔅 🔆 *Aaj ki pyari dua !* 🔆 🔅

   *☀  🌙*

*zaroorat se zeyaadah barish hojaye to ye dua padhe !*

   *اللَّهُمَّ حَوَالَيْنَا وَلاَ عَلَيْنَا، اللَّهُمَّ عَلَى الآكَامِ وَالظِّرَابِ وَبُطُونِ الأَوْدِيَةِ وَمَنَابِتِ الشَّجَرِ*

*Allahumma hawaalainaa wa laa ‘alainaa. Allahumma ‘alal aakaami wazzirabi wa buthuunil awdiyati wa manabitis syajari*

*Aye Allah ! Hamare atraaf me barish barsa (jaha zaroorat hai) hampar na barsa - aye Allah ! Tiilon pahadiyon waadiyon aur baagon ko sairaab kar -*

*English translation*

*O Allah! Round about us and not on us. O Allah!' On the plateaus, on the mountains, on the hills, in the valleys and on the places where trees grow.*

*[ Sahih al-Bukhari : 1014 ]*

----------------------------------------------------

Share:

Translate

youtube

Recent Posts

Labels

Please share these articles for Sadqa E Jaria
Jazak Allah Shukran

Most Readable

POPULAR POSTS